SEARCH RESULTS
Showing search results for "Naagaah"
Ghazal MATCHES FOR "naagaah"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pardes me.n jo aa.ii nazar nargisii nigaah
ik baa-vafaa ke diida-e-nam yaad aa ga.e
Saghar Khayyami
Ghazal
naagaah ishq vaqt se aage nikal gayaa
andaaza kar rahii hai KHirad vaaqi.aat se
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aisaa shikoh us kii suurat me.n hai ki naagah
aave jo saamne se dast-e-majaal baa.ndhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
naagaah jaise bichh.Daa hu.aa ham-safar mile
Gam mil gayaa to dil ko ba.Dii taazgii milii
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
be-fikr ho gayaa huu.n dil-o-jaa.n se is liye
us kii nigaah-e-naaz nigahbaan ho ga.ii
Afeef Siraj
Ghazal
aa.ii 'zafar' jo raat zabaa.n par hadiis-e-dost
naagaah ba.Dh ga.ii mire jauhar kii aab aur
Sirajuddin Zafar
Ghazal
vaadii-e-dil hai qadam soch ke rakhnaa ki 'shamiim'
tez is raah me.n naagaah chalaa karte hai.n
Shamim Karhani
Ghazal
Shahnaz Nabi
Ghazal
kyaa KHabar thii ki kahaanii ko.ii ban jaa.egii
mai.n ne kal bazm me.n naagaah use dekhaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
paalaa umiid-o-biim se naagaah pa.D gayaa
dil kaa banaa banaayaa gharau.ndaa uja.D gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
naagaah sanam yaaro mujh se jo milaa aa kar
mujh par ye KHudaa kaa hai ehsaan miraa saahab