SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tuk.De"
Ghazal MATCHES FOR "Tuk.De"
Ghazal
jis kii aavaaz me.n silvaT ho nigaaho.n me.n shikan
aisii tasviir ke Tuk.De nahii.n jo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
Hafeez Merathi
Ghazal
gah lohuu Tapaktaa hai gah laKHt-e-dil aa.nkho.n se
yaa Tuk.De jigar hii ke har aan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
TuuT kar bikhrii hu.ii talvaar ke Tuk.De sameT
aur apne haar jaane kaa sabab ma.aluum kar
Rahat Indori
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aap ke Tuk.Do.n ke Tuk.De kar diye jaa.e.nge par
aap kii taaziim me.n ko.ii kasar hogii nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
Tuk.De kar Daale ko.ii us ke to mai.n bhii KHush huu.n
dil na hogaa na mirii jaan mohabbat hogii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
dil ke Tuk.De hu.e barsaat hu.ii ashko.n kii
kyaa kahuu.n kyaa kyaa hu.aa hai tire jaane ke baad
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
jigar ke Tuk.De hu.e jal ke dil kabaab hu.aa
ye ishq jaan ko mere ko.ii azaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kuchh to paa.e.nge us kii qurbato.n kaa KHamyaaza
dil to ho chuke Tuk.De ab saro.n kii baarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
zamaane-bhar se bachaa kar vo apne aa.nchal me.n
mire vajuud ke Tuk.De sambhaal rakhte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
har naale me.n yaa.n Tuk.De jigar hotaa hai bulbul
aasaan nahii.n tarz u.Daanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
sunaa hai barf ke Tuk.De hai.n dil hasiino.n ke
kuchh aa.nch paa ke ye chaa.ndii pighal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye kashmakash hu.ii ki garebaa.n miraa udhar
Tuk.De hu.aa aur us kaa dupaTTa bhii phaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai.n jo.D to detaa tirii tasviir ke Tuk.De
mushkil thaa ki vo pahlaa saa chehra nikal aataa