SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-asbaab"
Ghazal MATCHES FOR "aalam-e-asbaab"
Ghazal
said huu.n roz-e-azal se aalam-e-asbaab kaa
aur vaa rakhtaa huu.n siine me.n dariicha KHvaab kaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
niindo.n kaa ek aalam-e-asbaab aur hai
shaayad kisii kii aa.nkh me.n ik KHvaab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
duniyaa kaa chalan dekh ke lagtaa to yahii hai
ab kuchh bhii nahii.n aalam-e-asbaab se aage
Alam Khursheed
Ghazal
insaaf mai.n ne aalam-e-asbaab me.n kiyaa
banvaa.ii chaa.ndnii jo mayassar kataa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jumbish hu.ii hai dashna-e-Gamza ko be-sabab
allaah KHair aalam-e-asbaab kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
muntazir kaun se mai.n aalam-e-asbaab kaa huu.n
kyaa hai ab qismat-e-KHaashaak nahii.n khultaa kuchh
Krishna Kumar Toor
Ghazal
tum jhiil sii aa.nkho.n me.n mujhe apnii basaa lo
dushvaar hu.aa aalam-e-asbaab me.n rahnaa
Mohammad Siddiq Naqvi
Ghazal
kisii sabab kii zaruurat nahii.n pa.Dii hai hame.n
kuchh aise aalam-e-asbaab me.n basar kii hai
Moeen Nizami
Ghazal
dil irtiqaa-e-zehn kaa haasil to ho gayaa
husn-e-yaqii.n ko aalam-e-asbaab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
ye jahaa.n aalam-e-asbaab hai naadaa.n na bano
kaun maanegaa tabaahii kaa sabab kuchh bhii nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
saamnaa tum se mohabbat me.n jo ho jaa.e kabhii
ik nayaa aalam-e-asbaab kahaa.n se laa.uu.n
Nawab Moazzam Jah Shaji
Ghazal
rahegaa aalam-e-asbaab kaa yahii.n asbaab
ko.ii uThaa ke na le jaa.egaa makaa.n sar par
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
kis tarah aalam-e-asbaab ko Thukraate hai.n
puuchhiye jaa ke kabhii be-sar-o-saamaano.n se
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n
Afroz Alam
Ghazal
qatl hote hai.n yahaa.n naara-e-elaan ke saath
vaz.a-daarii to abhii aalam-e-saffaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
soch agar badlii nahii.n to faa.eda 'aalam' nahii.n
aab-e-zamzam pii ke kyaa tum paarsaa ho jaa.oge
Zaheer Alam
Ghazal
mushkile.n gher ke baiThii hai.n miraa ghar 'aalam'
ab zaraa halqa-e-ahbaab nazar to aa.e