SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-asbaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aalam-e-asbaab"
Ghazal
said huu.n roz-e-azal se aalam-e-asbaab kaa
aur vaa rakhtaa huu.n siine me.n dariicha KHvaab kaa
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
niindo.n kaa ek aalam-e-asbaab aur hai
shaayad kisii kii aa.nkh me.n ik KHvaab aur hai
Abbas Tabish
Sher
Irfan Siddiqi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
'aalam-e-asbaab
'आलम-ए-असबाब عالَمِ اَسْباب
the world where there is a reason for every act, the world of cause and effect
Arabic
MORE MATCHES FOR "aalam-e-asbaab"
Kulliyat
chaahtaa hai jab musabbab aaphii hotaa hai sabab
daKHl is aalam me.n kyaa hai aalam-e-asbaab ko
Meer Taqi Meer
Rubai
bedaar nahii.n ko.ii jahaa.n KHvaab me.n hai
naira.ng ajab aalam-e-asbaab me.n hai
Bayan Meeruthi
Ghazal
insaaf mai.n ne aalam-e-asbaab me.n kiyaa
banvaa.ii chaa.ndnii jo mayassar kataa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jumbish hu.ii hai dashna-e-Gamza ko be-sabab
allaah KHair aalam-e-asbaab kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
muntazir kaun se mai.n aalam-e-asbaab kaa huu.n
kyaa hai ab qismat-e-KHaashaak nahii.n khultaa kuchh
Krishna Kumar Toor
Ghazal
tum jhiil sii aa.nkho.n me.n mujhe apnii basaa lo
dushvaar hu.aa aalam-e-asbaab me.n rahnaa
Mohammad Siddiq Naqvi
Nazm
bad-gumani
aalam-e-asbaab me.n aisaa kahii.n hotaa nahii.n
husn-e-KHud-bii.n ishq ke zer-e-nagii.n hotaa nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
kisii sabab kii zaruurat nahii.n pa.Dii hai hame.n
kuchh aise aalam-e-asbaab me.n basar kii hai
Moeen Nizami
Kulliyat
ham nang-e-KHalaa.eq ye ajab hai ki nahii.n hai.n
is aalam-e-asbaab me.n asbaab se vaaqif
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil irtiqaa-e-zehn kaa haasil to ho gayaa
husn-e-yaqii.n ko aalam-e-asbaab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
ye jahaa.n aalam-e-asbaab hai naadaa.n na bano
kaun maanegaa tabaahii kaa sabab kuchh bhii nahii.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
saamnaa tum se mohabbat me.n jo ho jaa.e kabhii
ik nayaa aalam-e-asbaab kahaa.n se laa.uu.n
Nawab Moazzam Jah Shaji
Kulliyat
saath apne nahii.n asbaab-e-musaa.id mutlaq
ham bhii kahne ke ta.ii.n aalam-e-asbaab me.n hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
rahegaa aalam-e-asbaab kaa yahii.n asbaab
ko.ii uThaa ke na le jaa.egaa makaa.n sar par
Raja Girdhari Parsad Baqi
Nazm
imtihan
ho gayaa huu.n is liye bad-naam mai.n as.haab me.n
out kar Daalaa hai paper aalam-e-asbaab me.n