SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-asbaab"
Nazm MATCHES FOR "aalam-e-asbaab"
Nazm
bad-gumani
aalam-e-asbaab me.n aisaa kahii.n hotaa nahii.n
husn-e-KHud-bii.n ishq ke zer-e-nagii.n hotaa nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
imtihan
ho gayaa huu.n is liye bad-naam mai.n as.haab me.n
out kar Daalaa hai paper aalam-e-asbaab me.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ahl-e-junun
ham hamesha se hai.n taariiKH ke anmol ratan
ham hai.n taabaanii-e-vijdaan saraapaa ilhaam
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
phir sham hui
baaG-e-aalam ke taaza shagufta guluu
be-niyaazaana mahkaa karo KHush raho
Ibn۔e۔Insha
Nazm
wazir ka KHwab
sun ke ye farzand se hotii hai hairaanii mujhe
''likh diyaa min-jumla-e-asbaab-e-viiraanii mujhe''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ret aaina hai
ret aa.iina hai
aur za.ngaar-e-aa.iina har aalam-e-chaub-o-abresham-o-KHaak-daa.n
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
jibrail-o-iblis
ab yahaa.n merii guzar mumkin nahii.n mumkin nahii.n
kis qadar KHaamosh hai ye aalam-e-be-KaaKH-o-kuu
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aalam-e-aab-o-KHaak me.n tere zuhuur se faroG
zarra-e-reg ko diyaa tuu ne tuluu-e-aaftaab!
Allama Iqbal
Nazm
asrar-e-paida
naachiiz jahaan-e-mah-o-parvii.n tire aage
vo 'aalam-e-majbuur hai tuu aalam-e-aazaad
Allama Iqbal
Nazm
sar-e-tur
dil ko be-taab rakhtii hai ik aarzuu
kam hai ye vus.at-e-aalam-e-ra.ng-o-buu
Ali Sardar Jafri
Nazm
tera aur mera sath
teraa aur meraa saath aalam-e-barzaKH se hai
aalam-e-barzaKH ya.anii jahaa.n arvaah ik saath thii.n