SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasaa.isho.n"
Ghazal MATCHES FOR "aasaa.isho.n"
Ghazal
Gariibo.n se kyaa kaam aasaa.isho.n kaa
vo uu.nche gharaano.n kii shahzaadiyaa.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
shajar hai.n aur is miTTii se paivasta rahe.nge
jo ham me.n se nahii.n aasaa.isho.n se jaa milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
'aarzii aasaa.isho.n kii chaah karnaa chho.D de
fikr-e-uqbaa zehn me.n rakh fikr-e-duniyaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
aasaa.isho.n pe 'raahii' mai.n kyaa tabsira karuu.n
is qaid me.n abhii mujhe Daalaa nahii.n gayaa
Iqbal Rahi
Ghazal
aasaa.isho.n kii god me.n khilte nahii.n ka.nval
jis raah par ho KHaar udhar jaanaa chaahiye
Rasikh Shahid
Ghazal
rah-e-hayaat me.n aasaa.isho.n ko Thukraa kar
tumhaare dard ko mai.n ne sadaa qubuul kiyaa
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
sukuun chhin gayaa aasaa.isho.n ke milne se
hai kaun aaj Gamo.n se jo ham-kanaar nahii.n
Ahsan Aazmi
Ghazal
aasaa.isho.n me.n apnii raho har gha.Dii magar
apno.n ke haadsaat pe bhii Gaur kiijiye
Masood Tanha
Ghazal
zulm-o-istibdaad ke is daur-e-pur-aashob me.n
raahato.n aasaa.isho.n se be-KHabar hai zindagii
Abid Aleem sahw
Ghazal
aasaa.isho.n kaa naam nahii.n zindagii magar
aasaa.ishe.n baham ho.n to pyaarii hai zindagii
Anwar Shuoor
Ghazal
yuu.n hai ki ta.aaqub me.n hai aasaa.ish-e-duniyaa
yuu.n hai ki mohabbat se mukar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
Gazab kaa husn hai aaraa.ishe.n qayaamat kii
ayaa.n hai qudrat-e-parvardigaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gulzar
Ghazal
na tafriih-e-aasaa.ish-e-dil kii KHvaahish
na saamaan-e-aish-o-tarab chaahte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaa rab is aashuftagii kii daad kis se chaahiye
rashk aasaa.ish pe hai zindaaniyo.n kii ab mujhe