SEARCH RESULTS
Showing search results for "ablaq"
Ghazal MATCHES FOR "ablaq"
Ghazal
manzile.n gard kii maanind u.Dii jaatii hai.n
ablaq-e-dahr kuchh andaaz-e-tag-o-taaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
savaar-e-ablaq-e-ayyaam mausam-e-gul hai
chaman ke sho.ale hai.n yaa halqa-e-rikaab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
vasl hai ik shahsavaar-e-husn se shaam-o-sahar
hai inaan-e-ablaq-e-garduu.n hamaare haath me.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
kyaa kyaa dikhaa.ii sair-e-safed-o-siyaah-e-dahr
kis kis taraf ko ablaq-e-ayyaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
raat din ke maKHmase se ai junuu.n paa.ii najaat
ablaq-e-ayyaam bhaagaa merii vahshat dekh kar
Muneer Shikohabadi
Ghazal
sur-at-e-ablaq-e-ayyaam se Gaafil thaa aah
dam-e-aaKHir mai.n use umr kaa tausan samjhaa
Shah Naseer
Ghazal
ek din ablaq-e-ayyaam karegaa paamaal
mujh se rah rah ke biga.Dtaa hai ye tausan kaisaa
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
baad-paa hai ablaq-e-chashm-e-siyaah
kyaa use kaajal kaa ko.Daa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
surma jo zeb-e-chashm-e-siyah-faam ho gayaa
fitna savaar-e-ablaq-e-ayyaam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
bhuule se kaash vo idhar aa.e.n to shaam ho
kyaa lutf ho jo ablaq-e-dauraa.n bhii raam ho
Maulawi Mohammad Ibrahim Khaleel
Ghazal
KHush hai.n to phir musaafir-e-duniyaa nahii.n hai.n aap
is dasht me.n bas aabla-paa.ii hai ro.iye
Abbas Qamar
Ghazal
jis taraf bhii chal pa.De ham aabla-paayaan-e-shauq
KHaar se gul aur gul se gulsitaa.n bantaa gayaa