SEARCH RESULTS
Showing search results for "aflaak-e-bagaavat"
Ghazal MATCHES FOR "aflaak-e-bagaavat"
Ghazal
KHada.ng-e-aah ko roke rahaa huu.n furqat me.n
KHayaal hai mujhe aflaak kii tabaahii kaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ba-josh-e-sa.ii-e-baGaavat zamii.n ke ye zarre
hazaaro.n baar sar-e-aasmaa.n se guzre hai.n
Shifa Gwaliari
Ghazal
shauq-e-gunaah-o-‘azm-e-baGaavat nahii.n rahaa
ye kam sazaa nahii.n hai ki ko.ii bhii sazaa nahii.n
Bashir Badr
Ghazal
ham to sadaa ke banda-e-zar the hamaaraa kyaa
naam-aavaraan-e-ahd-e-baGaavat ko kyaa hu.aa
Iftikhar Arif
Ghazal
banda-navaaz ham se KHushaamad na ho sakii
jo ho sazaa-e-jurm-e-baGaavat sunaa.iye
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
Meesam Naqvi
Ghazal
ai shahsavaar mujhe baadshah banaa ke to dekh
mai.n kaaT Daaluu.ngaa sar-rishta-e-baGaavat bhii
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
mashaqqatii hai.n tire kaaKH-o-kuu-e-hijr ke ham
ai kaar-KHaana-e-aflaak-o-KHaak-o-aab-o-saraab
Aamir Suhail
Ghazal
parvaazii-e-aflaak-e-KHirad jab hu.ii aajiz
tab dahr-parasto.n ne bhii samjhaa ki KHudaa hai
Quaiser Khalid
Ghazal
ravaa.n to huu.n suu-e-aflaak-e-aarzuu lekin
ye zor-e-mauj-e-havaa baazu.o.n ko to.Degaa
Mohsin Ehsan
Ghazal
kajii par jo aflaak aa.e hu.e hai.n
un aa.nkho.n ke shaayad sikhaa.e hu.e hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ai rasm-e-baGaavat ke giraftaar sipaahii
likkhii thii tire baKHt me.n ye haar sipaahii
Komal Joya
Ghazal
ba.Dhtii hu.ii tahriik-e-siyaasat mujhe samjho
elaan-e-baGaavat pa.e bedaad-garii huu.n
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
bas ek harf-e-baGaavat zabaa.n se niklaa thaa
shahiid ho ga.ii.n kitnii rivaayate.n mat puuchh
Ali Sardar Jafri
Ghazal
o muskuraa ke nigaaho.n ko pherne vaale
mai.n tere azm-e-baGaavat kii daad detaa huu.n
Arshad Siddiqui
Ghazal
shaamil mirii tahziib me.n hai haq kii himaayat
andaaz-e-baGaavat kaa viraasat me.n milaa hai
Rashid Hamidi
Ghazal
haa.n dekhiyo irfaan-e-baGaavat na jhulas jaa.e
manzar mirii duniyaa kaa sharar-baar bahut hai
Ajmal Ajmali
Ghazal
maslahat josh-e-baGaavat ko dabaa detii hai
dil dha.Daktaa hai magar dil kii sadaa.e.n KHaamosh
Dr. Azam
Ghazal
pahle is jism se har KHauf ke KHaliye ko nikaal
tab kahii.n aa.egaa aadaab-e-baGaavat pa.Dhnaa