SEARCH RESULTS
Showing search results for "afzal-ahmad-syed"
Ghazal MATCHES FOR "afzal-ahmad-syed"
Ghazal
ik shaam ye saffaak o bad-andesh jalaa de
shaayad ki mujhe shola-e-dar-pesh jalaa de
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
raushan vo dil pe mere dil-aazaar se hu.aa
ik ma.arka jo hairat o za.ngaar se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
sahaab-e-sabz na taa.uus-e-niilmii.n laayaa
vo shaKHs lauT ke ik aur sar-zamii.n laayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
du.aa kii raakh pe marmar kaa itr-daa.n us kaa
gaziidgii ke liye dast-e-mehrbaa.n us kaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
hu.aa hai qat.a miraa dast-e-mojaza tujh pe
giyaah-e-zard bahut hai ye saaneha tujh pe
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
sitam kii teG pe ye dast-e-be-niyaam rakhaa
gul-e-shikast sar-e-shaaKH-e-intiqaam rakhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
ye nahr-e-aab bhii us kii hai mulk-e-shaam us kaa
jo hashr mujh pe bapaa hai vo ehtimaam us kaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
giraa to gir ke sar-e-KHaak-e-ibtizaal aayaa
mai.n teG-e-tez thaa lekin mujhe zavaal aayaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
kuchh aur rang mai.n tartiib-e-KHushk-o-tar kartaa
zamii.n bichhaa ke havaa o.Dh ke basar kartaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
ko.ii na harf-e-naved-o-KHabar kahaa us ne
vahii fasaana-e-ashufta-tar kahaa us ne
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
bahut na hausala-e-izz-o-jaah mujh se hu.aa
faqat faraaz-e-nagiin-o-nigaah mujh se hu.aa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
kabhii na KHud ko bad-andesh-e-dasht-o-dar rakkhaa
utar ke chaah me.n paataal kaa safar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
'aaftaab-ahmad' tire andar KHaraabii hai zaruur
guftuguu mohtaat sii hai chaal mastaanii nahii.n
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
muqaabil 'aaftaab-ahmad' bahut hai.n
tiraa to qadd-o-qaamat kuchh nahii.n hai
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
Aftab Ahmad Shah
Ghazal
'ahmad' ab aaftaab ke andar bhii aa.iye
tai ho chuke tamaam ujaalo.n ke marhale
Ahmad Azimabadi
Ghazal
sach kahaa hai aaftaab aamad daliil-e-aaftaab
juz Gazal dekhaa nahii.n hai aur unvaan-e-Gazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
lo saahab aaftaab kahaa.n aur ham kahaa.n
ahmaq bane.n ham is ko na samjhe.n agar Galat