SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahaahaa"
Ghazal MATCHES FOR "ahaahaa"
Ghazal
ye dhuum-dhaam rahii sub.h tak ahaa-haa-haa
kisii kii utrii hai jaise baraat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kyaa shor the kyaa zor the har lahza ahaa-haa
kyaa valvale kyaa qahqahe be-KHauf-o-KHatar the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Vishwadeep Zeest
Ghazal
kisii ke saath nahii.n huu.n magar jamaal-e-ilaaha
tirii qasam tire har mubtalaa ke saath huu.n mai.n
Ali Zaryoun
Ghazal
gulo.n pe likhtii hu.ii laa-ilaaha-illallaah
pahaa.Diyo.n se utartii azaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
miTaa diyaa mire saaqii ne aalam-e-man-o-tuu
pilaa ke mujh ko mai-e-la-ilaaha-illa-huu
Allama Iqbal
Ghazal
ek aa.nsuu me.n tire Gam kaa ahaata karte
umr lag jaa.egii is buu.nd ko dariyaa karte
Asim Wasti
Ghazal
kotaahii-e-nazar se ahaata na ho sakaa
milne ko yuu.n milaa hai buto.n me.n KHudaa mujhe
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
baar-e-ilaahaa yuu.n uThe.n mahshar ko ham
haath ho aur daaman jallaad ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
us kii had-e-kamaal ta.ayyun na kar sake
ahl-e-KHirad ne us kaa ahaata kyaa bahut
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
jaane ko huu.n ahaata-e-aalam se duur-tar
bas chand roz tum ko nazar aa rahaa huu.n mai.n
Baldev Raaj
Ghazal
kahuu.n ba-qaid-e-qasam laa-ilaaha il-lallaah
ki taab-e-hijr bas ab mujh me.n ai ilaah nahii.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
nafas-e-baad-e-sabaa haath na aa.egaa kabhii
gul kii u.Dtii hu.ii KHushbuu kaa ahaata na karo
Hameed Almas
Ghazal
dha.Dkane.n apne ahaata se nikal aa.ii hai.n
aisaa lagtaa hai ki nazdiik hai.n aane vaale