SEARCH RESULTS
Showing search results for "aivaan-e-be-dar"
Ghazal MATCHES FOR "aivaan-e-be-dar"
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-be-dar kisii pe vaa na hu.aa
sharar to lapkaa magar shola-e-sadaa na hu.aa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
apnii anaa ke gumbad-e-be-dar me.n band hai
lekin ba-zom-e-KHud vo falak tak buland hai
Suraj Tanveer
Ghazal
har gumbad-e-be-dar me.n bhii ik dar hai ki tuu hai
phir mujh me.n ko.ii aur navaa-gar hai ki tuu hai
muneer saifi
Ghazal
Javed Shaheen
Ghazal
varna be-ma.anii-o-be-kaar gine jaa.e.nge
shukr ham tere taraf-daar gine jaa.e.nge
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
sadaa-e-gumbad-e-be-dar kaa e'tibaar na kar
ye baazgasht hai is ko baqaa hai kitnii der
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
sadaa-e-gumbad-e-be-dar huu.n qaid huu.n kab se
mai.n apne aap me.n ko.ii sadaa samo na sakaa
Ehtisham Akhtar
Ghazal
diivaar jis kii sarhad sahraa se jaa mile
aisii sazaa-e-KHaana-e-be-dar mujhe na do
Shaz Tamkanat
Ghazal
mujh par garaa.n guzartii hai merii sadaa kii guu.nj
chup huu.n duruun-e-gumbad-e-be-dar pa.Daa hu.aa
Nazeer Qaisar
Ghazal
asiir-e-gumbad-e-be-dar pa.Daa huu.n muddat se
mire hii dil pe vo pahra biThaa gayaa hai miraa
Zahid Farani
Ghazal
KHaana-barbaad hu.e be-dar-o-diivaar rahe
phir bhii ham un kii itaa.at me.n giraftaar rahe
Sultan Akhtar
Ghazal
mere aage khii.nch dii kaisii lakiir
ik dar-e-be-dar kaa darbaa.n kar diyaa
Mushaf Iqbal Tausifi
Ghazal
tamaam umr jo nikle na the havelii se
vo ek gumbad-e-be-dar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
jii jalaa.egaa ye aavaara o be-dar honaa
dil dukhaa.e.nge ye mahke hu.e ghar ab ke baras