SEARCH RESULTS
Showing search results for "ak.Daa.e"
Ghazal MATCHES FOR "ak.Daa.e"
Ghazal
ai aah merii KHaatir-e-vaabasta ke sivaa
duniyaa me.n ko.ii uqda-e-mushkil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rone se ai nadiim malaamat na kar mujhe
aaKHir kabhii to uqda-e-dil vaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
bastan-e-ahd-e-mohabbat hama naa-daanii thaa
chashm-e-nakushuuda rihaa uqda-e-paimaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa.n rah gaye hai.n naaKHun-e-tadbiir TuuT kar
jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
uqda-e-ishq ajab uqda-e-mohmal hai 'firaaq'
kabhii laa-hal kabhii mushkil kabhii aasaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n apnaa uqda-e-dil tujh ko sau.np detaa huu.n
ba.Daa mazaa ho agar vaa na kar sake tuu bhii
Nasir Kazmi
Ghazal
ba-faiz-e-be-dilii naumiidii-e-jaaved aasaa.n hai
kushaayish ko hamaaraa uqda-e-mushkil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jaan dene me.n jo lazzat hai bachaane me.n kahaa.n
dil kisii se jo ba.ndhe uqda-e-Gam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
dard kaa dard se rishta hai chalo ai 'majruuh'
aaj yaaro.n se ye ik uqda-e-aasaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kuchh log samajhne hii ko tayyaar nahii.n the
ham varna ko.ii uqda-e-dushvaar nahii.n the
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
uqda-e-pech-o-KHam-e-zulf kaa khulnaa maa'luum
raaz-e-alam se hai ye silsila-e-raaz judaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
har uqda-e-taqdiir jahaa.n khol rahii hai
haa.n dhyaan se sun.naa ye sadii bol rahii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saazish ba-qadr-e-rabt thii tuur o jamaal me.n
samjhaa huu.n aaj 'uqda-e-sa.ng-e-sharar ko mai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hairat tirii sarisht hai naa-ras tirii nigaah
vo uqda-e-jamal abhii hal na kar use
Saqi Faruqi
Ghazal
aah ye uqda-e-Gam bazm-e-tarab me.n bhii 'hafiiz'
baar-haa aa.nkh chhalak jaatii hai saaGar ban ke
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
thii band band bahut guftuguu-e-yaar magar
khule hai.n uqda-e-dil us kii baat baat se kyaa
Umar Ansari
Ghazal
raaz kii baat hai puuchho kisii diivaane se
uqda-e-ishq khulaa kab kisii farzaane se