SEARCH RESULTS
Showing search results for "ak.Daa.e"
Nazm MATCHES FOR "ak.Daa.e"
Nazm
nala-e-firaq
khol degaa dasht-e-vahshat uqda-e-tadiir ko
to.D kar pahu.nchuu.ngaa mai.n punjab kii zanjiir ko
Allama Iqbal
Nazm
ilm ki zarurat
nigaah-e-Gaur se dekho agar haalaat-e-insaanii
to ho saktaa hai hal ye uqda-e-mushkil ba-aasaanii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
achchhi kitab
is ke dam se ham pe vaazeh uqda-e-marg-o-hayaat
is ke dam se ham pe raushan hai jahaan-e-kaa.enaat
Ata Abidi
Nazm
tere baad
bahs rahtii thii ki hai kaun vafaa kaa paaband
haif ye uqda-e-sar-basta khulaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
sirr-e-hasti
raaz huu.n diida-e-idraak se pinhaa.n huu.n mai.n
laakh sar maaraa magar uqda-e-ma.anii na khulaa
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
guftar ke ghazi
apne apne pinjro.n me.n gardan ak.Daa.e
chhan-chhan karte ghuum rahe hai.n
Hamida Shaheen
Nazm
marhum bachche ki yaad
aaj apnii aaKHirii manzil pe hai fikr-e-rasaa
aaj aaKHir uqda-e-zauq-e-suKHan vaa ho gayaa
Siraj Lakhnavi
Nazm
parchhaiyan
adaa-e-ijz-o-karam se uThaa rahii ho tum
suhaag-raat jo Dholak pe gaa.e jaate hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
patthar
jitnii aqdaar hai.n is daur kii sab patthar hai.n
sabza o gul bhii havaa aur fazaa bhii patthar
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ek rah-guzar par
adaa-e-laGzish-e-paa par qayaamate.n qurbaa.n
bayaaz-ruKH pe sahar kii sabaahate.n qurbaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iqbaal
chand ik ko yaad hai ko.ii us kii adaa-e-KHaas
do ik nigaahe.n chand aziizo.n ke paas hai.n