SEARCH RESULTS
Showing search results for "ak.Daa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ak.Daa.e"
Ghazal
ai aah merii KHaatir-e-vaabasta ke sivaa
duniyaa me.n ko.ii uqda-e-mushkil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rone se ai nadiim malaamat na kar mujhe
aaKHir kabhii to uqda-e-dil vaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
bastan-e-ahd-e-mohabbat hama naa-daanii thaa
chashm-e-nakushuuda rahaa uqda-e-paimaa.n mujh se
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ak.Daa.e"
Ghazal
uqda-e-ishq ajab uqda-e-mohmal hai 'firaaq'
kabhii laa-hal kabhii mushkil kabhii aasaa.n ho jaa.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ba-faiz-e-be-dilii naumiidii-e-jaaved aasaa.n hai
kushaayish ko hamaaraa uqda-e-mushkil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n apnaa uqda-e-dil tujh ko sau.np detaa huu.n
ba.Daa mazaa ho agar vaa na kar sake tuu bhii
Nasir Kazmi
Nazm
nala-e-firaq
khol degaa dasht-e-vahshat uqda-e-tadiir ko
to.D kar pahu.nchuu.ngaa mai.n punjab kii zanjiir ko
Allama Iqbal
Ghazal
jaan dene me.n jo lazzat hai bachaane me.n kahaa.n
dil kisii se jo ba.ndhe uqda-e-Gam khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
dard kaa dard se rishta hai chalo ai 'majruuh'
aaj yaaro.n se ye ik uqda-e-aasaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kuchh log samajhne hii ko tayyaar nahii.n the
ham varna ko.ii uqda-e-dushvaar nahii.n the
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
uqda-e-pech-o-KHam-e-zulf kaa khulnaa maa'luum
raaz-e-alam se hai ye silsila-e-raaz judaa
