SEARCH RESULTS
Showing search results for "akele-pan"
Ghazal MATCHES FOR "akele-pan"
Ghazal
akele-pan kii aziyyat se ruu-shanaas rahe
asiir log hamesha hii bad-havaas rahe
Haseebul Hasan
Ghazal
akele-pan kaa ko.ii hal nahii.n milaa mujh ko
kisii kaa saath musalsal nahii.n milaa mujh ko
Kunal Danish
Ghazal
Rehman Musawwir
Ghazal
ha.ns na itnaa bhii faqiiro.n ke akele-pan par
jaa KHudaa merii tarah tujh ko bhii tanhaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak akele-pan kaa musalsal azaab hai
duniyaa se dostii ko bahut din guzar ga.e
Noon Meem Danish
Ghazal
akele-pan kii aziyyat mai.n jaantaa huu.n 'nuur'
isii liye mai.n qalam aur davaat le aayaa
Noor N Sahir
Ghazal
akele-pan bhii hamaaraa ye duur kartii hai
ki rakh ke dekho zaraa apne paas tasviire.n
Dinesh Kumar
Ghazal
akelii ruuh akelaa miraa badan bhii hai
akele-pan kaa ye sahraa miraa chaman bhii hai
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
akele-pan kii aziyyat kaa ko.ii naam nahii.n
ye karb vo hai jise raasta samajhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
akele-pan se lage Dar to laazmii hai 'fahiim'
a.ndherii raat me.n KHud ko pukaarte rahiye