SEARCH RESULTS
Showing search results for "amr-e-muhaal"
Ghazal MATCHES FOR "amr-e-muhaal"
Ghazal
aap se ik savaal kartaa huu.n
sa'ii-e-amr-e-muhaal kartaa huu.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
mai.n ne tamaam-umr guzaarii hai dil ke saath
laa.o mire huzuur jo amr-e-muhaal ho
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
talaash-e-dost ik amr-e-muhaal thaa lekin
ye vaaqi.a hai ki zauq-e-amal ne kaam kiyaa
Nudrat Kanpuri
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
umr-e-KHizar kii us ko tamannaa kabhii na ho
insaan jii sake jo mohabbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
bahut se ishq kii raaho.n me.n pul-siraat aa.e
tumhaaraa naam liyaa aur guzar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aur kyaa mujh se ko.ii saahib-nazar le jaa.egaa
apne chehre par mirii gard-e-safar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ik imtihaan-e-vafaa hai ye umr bhar kaa azaab
kha.Daa na rahtaa agar zalzalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
har chand aarzuu mirii amr-e-muhaal hai
KHush huu.n ki vaj.h-e-raunaq-e-bazm-e-KHayaal hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
ai mirii umr ke ma.azuur guzarte lamho
tum ne jaate hu.e mu.D kar kabhii dekhaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
bichha.D ke shaam rahii tuul-e-umr tak goyaa
Thahar gayaa thaa jo lamha vo phir kahaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
gulo.n kaa khil ke bikharnaa to amr-e-laazim hai
du.aa.e.n maa.ng dilo.n kii shaguftagii ke liye