SEARCH RESULTS
Showing search results for "aqiida"
Ghazal MATCHES FOR "aqiida"
Ghazal
'Gaalib' apnaa ye aqiida hai ba-qaul-e-'naasiKH'
aap be-bahra hai jo mo'taqid-e-'miir' nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'ishq bas me.n hai mashiyyat ke aqiida thaa miraa
us ke bas me.n hai mashiyyat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aashiqaana hai aqiida bhii hamaaraa 'maa.il'
le ke ham naam-e-butaa.n zikr-e-KHudaa karte hai.n
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ek ham hai.n ki parastish pe 'aqiida hii nahii.n
aur kuchh log yahaa.n ban ke KHudaa baiThe hai.n
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
ai dil na 'aqiida hai davaa par na du'aa par
kam-baKHt tujhe chho.D diyaa ham ne KHudaa par
Safi Aurangabadi
Ghazal
aagahii daanish du.aa jazba aqiida falsafa
itnii qabre.n haa.e kis kis par diyaa raushan kare.n
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
sar jhukaataa huu.n to martaa hai 'aqiida meraa
aur 'aqiide ko bachaataa huu.n to sar kaTtaa hai
Muhib Wafa
Ghazal
Obaidur Rahman
Ghazal
mire aaqaa kii aqiidat se kitaabe.n raushan
aa.o aa.o mire mahbuub kaa qissa dekho
Rakhshan Hashmi
Ghazal
ab sochte nahii.n ki Galat kyaa hai kyaa durust
hujjat tamaam shud ki aqiida tamaam shud
Shamsa Najm
Ghazal
ziyaada farq nahii.n dahriyo.n me.n aur ham me.n
ko.ii na ko.ii aqiida to sab kaa hotaa hai
Hamza Yaqub
Ghazal
Nazeer Siddiqui
Ghazal
ki mai.n ne chaahat ko bhii aqiida banaa liyaa hai
agar milii to aqiidato.n me.n tumhe.n miluu.ngii
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
mohabbat me.n jiinaa mohabbat me.n marnaa
mirii zindagii kaa aqiida yahii hai