SEARCH RESULTS
Showing search results for "aqiidat"
Ghazal MATCHES FOR "aqiidat"
Ghazal
hai tumhaare liye kuchh aisii aqiidat dil me.n
apne haatho.n me.n du.aa.o.n saa uThaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
ik aap kaa dar hai mirii duniyaa-e-aqiidat
ye sajde kahii.n aur adaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
hai ibaadat ke liye shart aqiidat 'daanaa'
bandagii ke liye sajda nahii.n maa.ngaa jaataa
Abbas Dana
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
rahbar tamaam mulk ke nazro.n se gir ga.e
aa.nkhe.n khulii.n to dil me.n aqiidat nahii.n rahii
Salman Akhtar
Ghazal
aazaar-o-aziyyat hai yak-tarfa mohabbat bhii
ik turfa qayaamat hai yak-tarfa mohabbat bhii
Waqar Sahar
Ghazal
saalhaa-saal aqiidat se khulaa rahtaa hai
munfarid raaho.n kaa aaGosh jiyaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
ham the mohtaat ta'alluq me.n tavaazun rakkhaa
paas-e-ulfat rahaa had-darja aqiidat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
baras rahii hai.n aqiidat kii badliyaa.n lekin
shu.uur aaj pyaasaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
'zauq' se us ko aqiidat hai ki allaah allaah
aur 'Gaalib' kaa taraf-daar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
bahut se kaam dikhaave ke kar rahaa thaa mai.n
KHudaa kaa shukr ibaadat nahii.n hu.ii mujh se
Jahanzeb Sahir
Ghazal
tum ko is darja aqiidat se pa.Dhaa hai jaise
aasmaano.n se jo utraa vo sahiifa tum ho
Hina Ali
Ghazal
apne vahshat-zada kamre kii ik almaarii me.n
terii tasviir aqiidat se sajaa rakkhii hai
Kausar Niyazi
Ghazal
jo tere saath mohabbat thii mar ga.ii hai vo
magar jo tujh se aqiidat hai kam nahii.n hotii