SEARCH RESULTS
Showing search results for "arab"
Ghazal MATCHES FOR "arab"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
fikr-e-'arab ko de ke fara.ngii taKHaiyyulaat
islaam ko hijaaz-o-yaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
tuu arab ho yaa ajam ho tiraa laa ilaah illaa
luGat-e-Gariib jab tak tiraa dil na de gavaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ban ke aa.e hai.n KHariidaar arab ke buu.Dhe
haa.e muflis tirii beTii kii bhii qismat kyaa hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
'ahsan' achchhaa hai rahe maal-e-arab pesh-e-arab
de ke dil tum na giraftaar-e-balaa ho jaanaa
Ahsan Marahravi
Ghazal
ruu-e-zamii.n pe chaar arab mere aks hai.n
in me.n se mai.n bhii ek huu.n chaahe kahii.n huu.n mai.n
Rais Farogh
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
mere maulaa ye tire saat arab logo.n me.n
ko.ii bhii meraa nahii.n hai ba-KHudaa ko.ii nahii.n
Khan Janbaz
Ghazal
ishq aur ishq ke aadaab kaa kyaa karnaa hai
tuu nahii.n hai to kisii KHvaab kaa kyaa karnaa hai
Qayyum Tahir
Ghazal
KHayaal rakhte hai.n tanhaa.iyo.n kaa mahfil kaa
ye kitne vaaqif-e-aadaab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
kabhii to ulTe sar-e-aam vo naqaab apnii
taras rahe hai.n sabhii baada-e-inab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
aaj mujh ko bhii mire ahbaab dhoka de ga.e
mai.n tavaanaa shaKHs thaa a.asaab dhoka de ga.e
Asad Raza Sahar
Ghazal
Tripurari
Ghazal
is daur-e-naa-shanaas me.n ham se arab-nazhaad
lab kholne lage to ajam kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
ek kolaaz banaatii hai tirii KHaamoshii
KHat-e-inkaar nahii.n suurat-e-iijaab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
tashriif laa.e aap jo mai.n jaa.n-ba-lab hu.aa
us vaqt ke bhii aane kaa mujh ko ajab hu.aa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
be-takalluf aa gayaa vo mah dam-e-fikr-e-suKHan
rah gayaa paas-e-adab se qaafiya aadaab kaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kabhii KHudaa kii parastish kabhii sanaa-e-butaa.n
rah-e-arab pe kabhii jaada-e-ajam pe chalaa
Jafar Tahir
Ghazal
buGz-e-a.adaa KHuu-e-ahbaab se kam vaaqif hai
jo mire halqa-e-arbaab se kam vaaqif hai