SEARCH RESULTS
Showing search results for "arzaaniyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "arzaaniyo.n"
Ghazal
jab tajallii un kii barq-arzaaniyo.n par aa ga.ii
aable se dil ke paidaa tuur-e-siinaa kar diyaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
qatre gurez karne lage raushnaa.ii ke
qissa kisii ke KHuun kii arzaaniyo.n kaa hai
Shahid Meer
Ghazal
nigaah-e-husn KHariidaariyo.n pe maa.il hai
mataa-e-shauq kii arzaaniyo.n ke din aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Gam-haa-e-naa-rasaa.ii-e-zauq-e-talab sameT
arzaaniyo.n se shauq kii mushkil kashiid kar
Anjum Usman
Ghazal
tamaam jism kii uryaaniyaa.n thii.n aa.nkho.n me.n
vo merii ruuh me.n utraa hijaab pahne hu.e
Saqi Faruqi
Ghazal
vo be-panaah KHauf jo tanhaa.iyo.n me.n thaa
dil kii tamaam anjuman-aaraa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
isii liye to mai.n uryaaniyo.n se huu.n mahfuuz
bahut hijaab mire saath saath chalte hai.n
Farhat Abbas Shah
Ghazal
jab raah sahl thii to ba.Dii mushkilo.n me.n thaa
ab raah hai kaThin to kuchh aasaaniyo.n me.n huu.n
Mohsin Zaidi
Ghazal
aazaadiyo.n kaa charchaa sar-e-aasmaan thaa
aur ek panchhii zer-e-qafas chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
kyaa daur hai ki jis me.n sadaa bhii sukuut hai
tanhaa.iyaa.n hai.n anjuman-aaraa.iyo.n me.n bhii
Jameel Malik
Ghazal
dushvaariyo.n ko Thiik se samjhaa nahii.n abhii
mushkil mirii yahii hai ki aasaaniyo.n me.n huu.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
jo aasaaniyo.n ko bhii mushkil banaa de.n
vo kyaa merii mushkil ko aasaa.n kare.nge
Shakeel Badayuni
Ghazal
sabaa qabiila-e-lailaa me.n u.D ga.ii ye KHabar
ki naaqa najd ke a.araabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ajiib log hai.n aazaadiyo.n ke maare hu.e
qafas me.n puuchhte phirte hai.n ghar kahaa.n tak hai
Saleem Kausar
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
jo jaan kho ke paa.e.n to fauz-e-aziim hai
vo chiiz Dhuu.nDte hai.n tan-aasaaniyo.n me.n ham