SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashk-fishaanii"
Ghazal MATCHES FOR "ashk-fishaanii"
Ghazal
raat parvaane ke maatam me.n gudaaz-e-dil se
sham.a kii ashk-fishaanii hai kaho yaa na kaho
Ishq Aurangabadi
Ghazal
sar par ho sar-e-bazm kahaa.n sham.a me.n hai aab
gar ishq kii aa.nkhe.n jo kare.n ashk-fishaanii
Ishq Aurangabadi
Ghazal
taare jo kabhii ashk-fishaanii se nikalte
ham chaa.nd uThaa.e hu.e paanii se nikalte
Saleem Kausar
Ghazal
misl dariyaa ke agar ashk-fishaanii hotii
aa.nsu.o.n me.n sifat-e-sail ravaanii hotii
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
bahte dariyaa kii tarah ashk fishaanii apnii
jaa milii us ke samundar se ravaanii apnii
Qasim Raza Mustafai
Ghazal
dil dasht hai to ashk-fishaanii kare.nge ham
ye kaam bas baraa-e-ravaanii kare.nge ham
Abhinandan Pandey
Ghazal
fariyaad hai ab lab par jab ashk-fishaanii thii
ye aur kahaanii hai vo aur kahaanii thii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Usman Shaheen
Ghazal
Dard Faiz Khan
Ghazal
yaade.n hai.n shab-e-Gam hai aur ashk-fishaanii hai
sun ai dil-e-diivaana terii ye kahaanii hai
Zakir Muhib
Ghazal
Nawab Dehlwi
Ghazal
likhne ke vaaste ko.ii unvaan chaahiye
fariyaad-o-aah-o-ashk-fishaanii likhaa karo
Danish Farahi
Ghazal
aaj samjhaa ga.ii kyaa tujh ko 'ibaadat terii
na rahaa mashGala-e-ashk-fishaanii vaa'iz
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
phir chaa.nd nahii.n kartaa kabhii ashk-fishaanii
gar TuuTe sitaaro.n kaa azaadaar na hotaa
Jina Quraishi
Ghazal
me.nh to bauchhaar kaa dekhaa hai baraste tum ne
isii andaaz se thii ashk-fishaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ab mire paas nahii.n ko.ii bhii rone kaa javaaz
hijr mausam kii sahii ashk fishaanii hotii
Maryam Naz
Ghazal
mai.n dekhtaa huu.n aa.nkh me.n KHvaabo.n kii mayyate.n
tum dekhte ho ashk-fishaanii ke baa'd kyaa
Kabeer Athar
Ghazal
rotaa nahii.n 'shafiiq' hii un ke firaaq me.n
kartii hai.n vo bhii ashk-fishaanii tamaam raat