SEARCH RESULTS
Showing search results for "az-sar-e-nau"
Ghazal MATCHES FOR "az-sar-e-nau"
Ghazal
az-sar-e-nau fikr kaa aaGaaz karnaa chaahiye
be-par-o-baal sahii parvaaz karnaa chaahiye
Kavish Badri
Ghazal
kaam kyaa kiijiye aaGaaz vahaa.n az-sar-e-nau
az-sar-e-nau bhii na rah paa.e jahaa.n az-sar-e-nau
Syed Masroor Jauhar
Ghazal
sunaa de zamaane ko tuu az-sar-e-nau
uKHuvvat kaa islaamii paiGaam saaqii
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
kahte hai.n gardish me.n hai.n saat aasmaa.n
az-sar-e-nau qissa-e-aadam chale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
jab kabhii un kii tavajjoh me.n kamii paa.ii ga.ii
az-sar-e-nau daastaan-e-shauq dohraa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
Shaz Tamkanat
Ghazal
mirii baqaa kaa taqaazaa hai jab bhii rut badle
mai.n jam.a az-sar-e-nau apnii qaash qaash karuu.n
Roohi Kanjahi
Ghazal
sub.h kii pahlii kiran shab kaa haTaatii hai naqaab
zindagii az-sar-e-nau miltii hai armaano.n ko
Syed Habeeb
Ghazal
dii mire bhaa.ii ko haq ne az-sar-e-nau zindagii
miirzaa yuusuf hai 'Gaalib' yuusuf-e-saanii mujhe