SEARCH RESULTS
Showing search results for "az-sar-e-nau"
Nazm MATCHES FOR "az-sar-e-nau"
Nazm
dawat-e-inqilab
insaaniyat kaa az-sar-e-nau haq adaa kare.n
phir baab-e-inqalaab-e-vatan aaj vaa kare.n
Jauhar Nizami
Nazm
tajdid-e-amal
uTh az-sar-e-nau dahr ke haalaat badal Daal
tadbiir se taqdiir ke din-raat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
kullu man alaiha fan
zamaana az-sar-e-nau ye gavaahii de rahaa hai
azal se taa-abad sab kuchh fanaa hai
Zahid Khan
Nazm
wazire chunin
az sar-e-nau safaa.ii karaa le
kiyaa kaasa-e-sar ko naa.ii ne KHaalii
Noon Meem Rashid
Nazm
pyara des
az-sar-e-nau bhaa.ii-chaara kyuu.n na ho
kyuu.n na ho ulfat adaavat kyuu.n rahe
Hamid Hasan Qadri
Nazm
ai ruh-e-zindagi
jo kamzoro.n kii TuuTii hu.ii himmat ko az-sar-e-nau javaan kar de
vo suur phuu.nk
Mohammad Haneef Rame
Nazm
marne ka KHauf
havaa me.n uchhaale to kaise
ki us kaa navishta faqat az-sar-e-nau giraftaar honaa
Saadat Saeed
Nazm
talabgar mard tha
aur phir gardishe.n kartaa hu.aa har ik taaraa
az-sar-e-nau kura-e-arz banaa hii legaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
aa ja
kho gayaa aql kii raaho.n me.n miraa ahd-e-shabaab
az-sar-e-nau mujhe diivaana banaane aa jaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
jashn-e-sal-e-nau
kyaa nahii.n degaa ye Gam saal-e-guzishta kii tarah
phir ise apne gale se mai.n lagaa.uu.n kyuu.nkar
Firdaus Gayavi
Nazm
aamad-e-sal-e-nau aur bad-nasib hindi
aamad hai saal-e-nau kii samaa.n hai bahaar kaa
sarsabz gulistaa.n hai dil-e-daaG-daar kaa