SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-bahaar-e-aa.iina"
Ghazal MATCHES FOR "baad-e-bahaar-e-aa.iina"
Ghazal
begaana-e-qayuud-e-bahaar-o-KHizaa.n rahe
yaarab miraa junuun-e-mohabbat javaa.n rahe
Jameeluddin Aali
Ghazal
ye bedaad-e-bahaar-e-fitna-saamaa.n kaun dekhegaa
bharii barsaat me.n jaltaa gulistaa.n kaun dekhegaa
Bahzad Fatami
Ghazal
Tab Aslam
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ra.ngiinii-e-bahaar-e-tamannaa liye hu.e
baiThaa huu.n dil me.n shauq kii duniyaa liye hu.e
Shariq Merthi
Ghazal
naira.ngi-e-bahaar-o-KHizaa.n dekhte rahe
hairat se ham tilism-e-jahaa.n dekhte rahe
Arsh Malsiyani
Ghazal
jaan-e-bahaar-e-zindagii aa.nkhe.n zaraa milaa.e jaa
gulshan-e-qalb par mire barq-e-nazar giraa.e jaa
Nazish Sikandarpuri
Ghazal
nairangii-e-bahaar-e-junuu.n ham bhii dekh le.n
kyaa gul khilaa.e girya-e-shabnam bhii dekh le.n
Kailash Mahir
Ghazal
chhe.Daa jo vaqt-e-sub.h nasiim-e-bahaar ne
niklii hijaab-e-gul se ‘uruus-e-bahaar-e-gul
Jaleel Qidwai
Ghazal
sub.h-e-bahaar-e-Gam kii kabhii shaam dekhnaa
aaGaaz dekhnaa kabhii anjaam dekhnaa
Zahoor Ambar Quraishi
Ghazal
har saa.at-e-bahaar-o-masarrat guzar ga.ii
dil kyaa gayaa ki lazzat-e-dard-e-jigar ga.ii
Kaleem Saronji
Ghazal
vaah kis rang pe hai rang-e-bahaar-e-aariz
baaG-e-firdaus kaa har phuul nisaar-e-aariz
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
sair-e-bahaar-e-husn hii a.nkhiyo.n kaa kaam jaan
dil kuu.n sharaab-e-shauq kaa saaGar mudaam jaan
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
misaal-e-mauj-e-nasiim-e-bahaar guzrii hai
vo zindagii jo sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Akhtar Gwaliori
Ghazal
naved-e-aamad-e-fasl-e-bahaar bhii to nahii.n
ye be-dilii hai ki ab intizaar bhii to nahii.n