SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr-e-karam"
Ghazal MATCHES FOR "bahr-e-karam"
Ghazal
mai.n dasht-e-zindagii ko chalaa thaa nikhaarne
ik qahqaha lagaayaa guzartii bahaar ne
Karam Haidari
Ghazal
bichha.D ga.e the sar-e-shaam hii jo ham se 'karam'
ham un sitaaro.n ko shab-bhar talaash karte rahe
Karam Haidari
Ghazal
hai hijr-e-dostaa.n bhii karam dard-e-jaa.n-fazaa
aa.nkho.n me.n jo base the vo ab dil me.n bas ga.e
Karam Haidari
Ghazal
charaaG-e-raah-e-mohabbat thii KHaak-e-ahl-e-vafaa
qadam qadam pe 'karam' raushnii nazar aa.ii
Karam Haidari
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' bar-o-bahar me.n gardish rahe ham ko
qismat ne baguulaa tujhe girdaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' rahm khaa.egaa vo rone par zaruur
dho rakhiye apne mu.nh ko zaraa chashm-e-tar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
qadam-e-yaar kaa aavaaza har ik gul par hai
amn chaahe jo KHizaa.n se mirii paa-posh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ajab nahii.n gul-e-ruKHsaar sausanii ho jaa.e.n
bahaar-e-husn ko hai aafat-e-KHizaanii dhuup
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jo apne va.ade vafaa vo kare karam us kaa
ki ham se to na vafaa vaada-e-alast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dar-o-baam kaa 'bahr' KHvaahaa.n nahii.n mai.n
mire aashiyaane me.n saayaa to hotaa