SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahr-e-safar"
Ghazal MATCHES FOR "bahr-e-safar"
Ghazal
hai iztiraab faaqe me.n uTh baiTh bahr-e-quut
zaahid kujaa o roza kujaa o kujaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ek jalva to bhalaa aur bhii vaqt-e-ruKHsat
bahr-e-gul baad-e-bahaarii ko.ii jho.nkaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
qasiim-e-'ishq hai ulfat luTaa luTaa ke 'safar'
vujuud-e-nutfa-e-shar ko miTaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
laa.e.nge raah par ye ruKH-o-zulf ek din
dekhe.nge shaam tak miraa rasta sahar se aap
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai 'bahr' bar-o-bahar me.n gardish rahe ham ko
qismat ne baguulaa tujhe girdaab banaayaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
fasl-e-gul aa.e kalii ko.ii na ko.ii chaTke
aaj murGaan-e-sahar baaG me.n chahkaare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haath aa.egaa muqarrar vo Gazaal-e-vahashii
'bahr' chartii hai kahaa.n aql zaraa hosh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
rotaa huu.n shaam-o-sahar Tuk.De hai Gam se jigar
bedard kuchh rahm kar meraa buraa haal hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
maGruur na ho chaa.nd se ruKHsaar par apne
ye qumquma raushan hai charaaG-e-saharii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ta.Dap dikhaa na ise 'bahr' maahii-e-dil kii
Gazab hu.aa jo vo taar-e-nigaah shast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
du.aa ye maa.ngtaa huu.n mai.n shab-e-vasl
qayaamat tak rahii baab-e-sahar band