SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-niyaaz"
Ghazal MATCHES FOR "be-niyaaz"
Ghazal
vo be-niyaaz-e-dard-o-Gam-e-zindagii 'niyaaz'
vo log baa-faraaG hai.n merii nigaah se
Niyaz Haidar
Ghazal
ik ham hii be-niyaaz-e-masarrat rahe 'niyaaz'
raahat jahaa.n me.n kis ko faraaham nahii.n hu.ii
Niyaz Gulbargavi
Ghazal
us husn-e-be-niyaaz ke kuchh martabe the aur
merii udaas raato.n ke bujhte diye the aur
Laiq Aajiz
Ghazal
ai ishq-e-be-niyaaz ye kyaa inqilaab hai
Gam kaamyaab hai na KHushii kaamyaab hai
Shahid Siddiqui
Ghazal
is shahr-e-be-niyaaz ke logo.n kii KHuu na puuchh
kis kis adaa se karte hai.n dil kaa lahuu na puuchh
Nasir Nizami
Ghazal
vo be-niyaaz mujhe uljhano.n me.n Daal gayaa
ki jis ke pyaar me.n ehsaas-e-maah-o-saal gayaa
Ahmad Rahi
Ghazal
be-niyaaz naGma-e-duniyaa huu.n mai.n
apne dil kii dha.Dkane.n suntaa huu.n mai.n
Waliullah wali
Ghazal
mohabbat be-niyaaz-e-maa-sivaa hai
ba.De jhag.Do.n pe qaabuu paa liyaa hai
Makhmoor Jalandhari
Ghazal
kushaada dast-e-karam jab vo be-niyaaz kare
niyaaz-mand na kyuu.n aajizii pe naaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
Gairat kii chilmano.n se aavaaz aa rahii hai
mahv-e-niyaaz-mandii aa be-niyaaz ho jaa