SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechaarii"
Ghazal MATCHES FOR "bechaarii"
Ghazal
sham.a bechaarii jo ik muunis-e-tanhaa.ii thii
bujh ga.ii vo bhii sar-e-shaam havaa aane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
mujh bechaarii kaa kahnaa kis gintii me.n hai
aap bhale kuchh bhii farmaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
ruuh bechaarii pareshaa.n hai kahaa.n jaa.e ab
is qadar jism pe ab baar udaasii kaa hai
Inaam azmi
Ghazal
saKHt sardii me.n ThiThurtii hai bahut ruuh mirii
jism-e-yaar aa ki bechaarii ko sahaaraa mil jaa.e
Farhat Ehsas
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
be-chaarii la.Dkiyo.n kaa bhii kaisaa nasiib hai
nisbat badal ga.ii to Thikaana badal gayaa
Iftikhar Haidar
Ghazal
kahne vaalaa KHud to sar takiye pe rakh kar so gayaa
merii be-chaarii kahaanii raat bhar rotii rahii
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
sab ne ha.ngaama-e-mahfil ke maze luuTe hai.n
rah ga.ii sham.a be-chaarii sar-e-mahfil tanhaa
Tamanna Jamali
Ghazal
aazmaa.ish se to be-chaarii Gazal bhii guzrii
ik shahanshaah bahaadur ko zafar karne me.n
Mujahid Faraaz
Ghazal
Paigham Aafaqi
Ghazal
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
raah chalte hu.e bechaarii tahii-dastii ko
sa.ng bhii gauhar-e-naayaab nazar aataa hai
Alam Khursheed
Ghazal
har ik charaaG ko hai dushmanii havaa ke saath
bechaarii le ke kahaa.n jaa.e intishaar apnaa
Ghalib Ayaz
Ghazal
raat kii chiiKHo.n se aabaad hu.aa har KHitta
kab se naved-e-sub.h bechaarii chiiKH rahii hai