SEARCH RESULTS
Showing search results for "besvaa"
Ghazal MATCHES FOR "besvaa"
Ghazal
uruus-e-dahr ko aayaa thaa pyaar ham par bhii
ye besvaa thii kisii shab nisaar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
jo mard-zaat na fitrat se bevafaa hotii
kahii.n bhii ko.ii bhii aurat na besvaa hotii
Sada Ambalvi
Ghazal
sher mardo.n se hu.aa besha-e-tehqiiq tahii
rah ga.e suufii o mullaa ke Gulaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
zindagii me.n to tujhe chho.D hii detaa lekin
phir ye sochaa tujhe beva nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
vo kisii aur se mansuub hu.ii hai aise
jaise beva kisii Dolii me.n biThaa dii ga.ii hai
Himanshi Babra
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
zindagii puuchhe hai ro kar kisii beva kii tarah
chuu.Diyaa.n kaun mire haath me.n pahnaa.e hai
Prem Warbartani
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
na ko.ii tiir na saazish na tohmate.n na hasad
kisii ne mujh se ba.Dii be-svaad nafrat kii
Mohammad Mubashshir Mayo
Ghazal
zindagii ghuum rahii hai tirii yaade.n le kar
maut ke ghar me.n Tahaltii hu.ii beva jaise
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
phir dulhan ban.ne se pahle muflisii beva hu.ii
phir amiir-e-shahr KHvaabo.n ko chitaa de jaa.egaa
Javed Akram Farooqi
Ghazal
is qadar sanjiida thaa vo daf.atan buu.Dhaa hu.aa
aur phir ik dopahar biivii ko beva kar gayaa
Krishna Mohan
Ghazal
aise niklaa hai mire baKHt kaa taaraa dekho
haath se TuuT ke beva ke jyuu.n chuu.Dii nikle
Nilofar Noor
Ghazal
apne hii paa.nv kii aavaaz se Dar jaataa huu.n
mai.n huu.n aur rah-guzar-e-besha-e-tanhaa.ii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sub.h niklaa kisii dulhan kii damak ruKH pe liye
shaam Duubaa kisii beva saa bujhaayaa suuraj
Azad Gulati
Ghazal
har ek lafz hai phiikaa hai be-svaad saa hai
bahut laziiz ye KHaamoshiyaa.n hamaarii hai.n