SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhare-baazaar"
Ghazal MATCHES FOR "bhare-baazaar"
Ghazal
kis ne sa.ng-e-KHaamoshii phe.nkaa bhare-baazaar par
ik sukuut-e-marg taarii hai dar-o-diivaar par
Mohsin Naqvi
Ghazal
Yawar Azeem
Ghazal
ko.ii pahchaan.ne vaalaa nahii.n hai
bhare baazaar me.n tanhaa kha.Daa huu.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
dekhne vaalii nigaaho.n me.n agar taz.hiik hai
kaun kahtaa thaa bhare baazaar me.n mela lagaa
Iqbal Naved
Ghazal
khii.nch laa.ii zindagii ham ko bhare baazaar me.n
ham tamaashaa ban ga.e baaziigaro.n ke darmiyaa.n
Juned Azar
Ghazal
ham kuchh aise tire diidaar me.n kho jaate hai.n
jaise bachche bhare baazaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
ko.ii dekhe bhare baazaar kii viiraanii ko
kuchh na kuchh muft hai har shai kii KHariidaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
ek lamhe me.n bhare baazaar sone ho ga.e
ek chehra sab puraane zaKHm taaza kar gayaa
Adeem Hashmi
Ghazal
nazar me.n thii bhare baazaar kii sii viiraanii
hujuum me.n bhii rahe ham nagar nagar tanhaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
haath phailaa.e kha.Dii thii jo bhare baazaar me.n
vo mire iflaas kii mu.nh boltii tasviir thii
Peer Akram
Ghazal
mai.n khulii chhat se utar aayaa bhare baazaar me.n
saamne khi.Dkii kii raunaq jab paraa.ii ho ga.ii