SEARCH RESULTS
Showing search results for "burj"
Ghazal MATCHES FOR "burj"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
KHauf se burj me.n jallaad-e-falak chhuptaa hai
tum jo baa.ndhe hu.e talvaar nazar aate ho
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ruKH jo zer-e-sumbul-e-pur-pech-o-taab aa jaa.egaa
phir ke burj-e-sumbule me.n aaftaab aa jaa.egaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
buu-e-uns aatii hai 'haidar' KHaak-e-maTiyaa-burj se
jam.a hai.n ik jaa vatan-aavaargaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
saare aKHbaaro.n me.n dekhuu.n haal apne burj kaa
ab mulaaqaat us se hogii kaun se hafte ke biich
Anwar Masood
Ghazal
ab le le mujh ko apnii hathelii kii oT me.n
meraa sitaara burj-e-safar se nikal gayaa
Abbas Tabish
Ghazal
vo KHush-KHiraam ki burj-e-zavaal me.n na milaa
mujhe sukuun sitaare kii chaal me.n na milaa
Saqi Faruqi
Ghazal
zamiin-e-sher hu.ii aaftaab-e-burj-e-sharaf
'aniis' fan me.n tire lutf-e-buu-turaab milaa
Jafar Raza
Ghazal
ahl-e-zamii.n se saaf kahaa.n aasmaa.n hu.aa
kis roz burj-e-maah me.n farsh-e-kataa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
kiyaa hai daaG ne kyo.n us ko manzil-e-KHurshiid
hamaaraa dil hai ye kuchh burj-e-aaftaab nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ruKH us kaa dekh hu.aa zard nayyar-e-aazam
sunahre burj se jis dam vo mah-laqaa niklaa
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
shahr ke uu.nche burj bhii mere qad se chhoTe the
chhoTe chhoTe logo.n ne kyaa KHuub banaayaa shahr