SEARCH RESULTS
Showing search results for "but-e-arbada-juu"
Ghazal MATCHES FOR "but-e-arbada-juu"
Ghazal
sad-haif vo naakaam ki ik umr se 'Gaalib'
hasrat me.n rahe ek but-e-arbada-juu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
sadma-e-Gam se tire juu.n gul-baazii afsos
saare a.azaa mire ai arbada-juu TuuT ga.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
falak us dil-shikanii kaa to mazaa dekhegaa
ko.ii dil gar kabhii ai arbada-juu TuuT gayaa
Mirza Ali Lutf
Ghazal
meraa shikva tirii mahfil me.n aduu karte hai.n
us pe bhii sabr ham ai arbada-juu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
baazii-e-murG me.n bhii haar rahii 'Gaafil' kii
tujh se jiitaa na vo ai arbada-juu paanii ek
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hotaa hai tujhe dekh ke KHush arbada-juu bhii
ai dost mohabbat kii harii shaaKH hai tuu bhii
Josh Adeeb
Ghazal
'joshish' us arbada-juu turk-e-sitam-gaar ne aaj
aashtii kii hai ba.Dii ja.ng-o-jadal se ham se
Joshish Azimabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Raza Muradabadi
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
hai jo KHaamosh but-e-hosh-rubaa mere baad
gul khilaa.egaa ko.ii aur nayaa mere baad
Fazal Husain Sabir
Ghazal
dil bichha.D kar jo chalaa us but-e-maGruur talak
dekhtaa mai.n bhii gayaa us ke ta.ii.n duur talak
Meer Hasan
Ghazal
mere dil ko vo but-e-dil-KHvaah jo chaahe kare
ab to de Daalaa use allaah jo chaahe kare
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
but-e-kaafir jo tuu mujh se KHafaa ho
nahii.n kuchh KHauf meraa bhii KHudaa hai
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
kahii na un se jo ho.nTo.n pe baat aa.ii bhii
ki aashnaa.ii bhii thii sharm-e-aashnaa.ii bhii
Jaleel Hashmi
Ghazal
jo buu-e-zindagii mujhe kiran kiran se aa.ii hai
haqiiqatan vo aap hii ke pairahan se aa.ii hai
Sabir Afaqi
Ghazal
dil ham ne jo chashm-e-but-e-bebaak se baa.ndhaa
phir nashsha-e-sahbaa se na tiryaak se baa.ndhaa