SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaahtii"
Ghazal MATCHES FOR "chaahtii"
Ghazal
dafnaa diyaa gayaa mujhe chaa.ndii kii qabr me.n
mai.n jis ko chaahtii thii vo la.Dkaa Gariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
jo chaahtii duniyaa hai vo mujh se nahii.n hogaa
samjhautaa ko.ii KHvaab ke badle nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
ab aa.e.n yaa na aa.e.n idhar puuchhte chalo
kyaa chaahtii hai un kii nazar puuchhte chalo
Sahir Ludhianvi
Ghazal
duniyaa to chaahtii hai yuu.nhii faasle rahe.n
duniyaa ke mashvaro.n pe na jaa us galii me.n chal
Habib Jalib
Ghazal
usii kii shakl liyaa chaahtii hai KHaak mirii
so shahr-e-jaa.n me.n ko.ii kuuza-gar na rah jaa.e
Abhishek Shukla
Ghazal
paglii sii ek la.Dkii se shahr ye KHafaa hai
vo chaahtii hai palko.n pe aasmaan rakhnaa
Kumar Vishwas
Ghazal
jab aa ga.e hai.n shahr-e-tilismaat ke qariib
kyaa chaahtii hai nargis-e-biimaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
Ismail Raaz
Ghazal
Kushal Dauneriya
Ghazal
ham se vo jaan-e-suKHan rabt-e-navaa chaahtii hai
chaa.nd hai aur charaaGo.n se ziyaa chaahtii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
aasmaano.n ke sitam sahtii hai.n is ke baavajuud
sab zamiine.n chaahtii hai.n aasmaa.n ko.ii to ho
Madan Mohan Danish
Ghazal
kisii ko chaahtii hai puuchh luu.n kyaa
javaab is kaa magar haa.n me.n milaa to
Siraj Faisal Khan
Ghazal
hai dekhne kii chiiz jo bismil kaa raqs bhii
duniyaa ye chaahtii hai ki marne na de mujhe