SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaate"
Ghazal MATCHES FOR "chaate"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dil se jo chhaTe baadal to aa.nkh me.n saavan hai
Thahraa hu.aa dariyaa hai bahtaa hu.aa paanii hai
Bashir Badr
Ghazal
ghaTaa chhaTe to dikhe chaa.nd bhii sitaare bhii
jo tum haTo to kisii aur par nazar jaa.e
Kushal Dauneriya
Ghazal
khulte nahii.n hai.n raaz jo soz-e-nihaa.n ke hai.n
kyaa phuuTne ke vaaste chhaale zabaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
pataa chale ki hame.n kaun kaun chho.D gayaa
zaraa chhaTe to ye gard-o-Gubaar ek minute
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
lazzat-e-naavak-e-Gam 'zauq' se ho puuchhte kyaa
lab pa.De chaaTte hai.n zaKHm-e-jigar dekhte ho
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na aap chalte na dete hai.n raasta ham ko
thakii thakii sii ye shaame.n ye uu.nghte hu.e din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
kahaa.n kahaa.n abhii imkaan-e-zindagii hai 'amiir'
dhu.aa.n chhaTe to ko.ii raasta nazar aa.e
Ameer Qazalbash
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
chhaate chhaate chhaa ga.ii fasl-e-bahaaraa.n par KHizaa.n
dekhte hii dekhte paamaal gulshan ho gayaa
Waseem Minai
Ghazal
tum apnii zabaano.n se use chaaTte rahnaa
kyaa jaaniye diivaar me.n kab dar nikal aa.e
Abbas Tabish
Ghazal
fikr-o-ehsaas kii ye gard bahut chhaa.ii hai
aa.nkh se dhundh chhaTe tab kahii.n nashsha TuuTe
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
fasiil-e-shahr-e-tamannaa kii tiirgii bhii chhaTe
kabhii to us pe ko.ii sub.h-e-nuur dastak de