SEARCH RESULTS
Showing search results for "chhuuTnaa"
Ghazal MATCHES FOR "chhuuTnaa"
Ghazal
girau hu.aa to use chhuuTnaa muhaal hu.aa
dil-e-Gariib miraa mufliso.n kaa maal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
na mere haath se chhuTnaa hai mere neze ko
na tere tiir ko terii kamaa.n me.n rahnaa hai
Anees Ashfaq
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
dil zulf-e-butaa.n me.n hai giraftaar hamaaraa
is daam se hai chhuuTnaa dushvaar hamaaraa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
Shariq Kaifi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
go Ganiimat panja-e-aGyaar ke chhuTnaa sahii
kyuu.n magar ham said ho.n chashm-e-zamaana-saaz ke
Gulzar Dehlvi
Ghazal
be-kaso.n ma.asuum kii mushkil-kushaa.ii kiijiye
chhuuTnaa chakkar se hai gar aasmaan-e-piir ke
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Hamid Iqbal Siddiqui
Ghazal
kisii kii qaid se chhuTnaa to KHair ik mas.ala hai
mujhe mere hii zindaa.n se rihaa.ii kaun degaa
Mansoora Ahmad
Ghazal
Bekhud Mohani
Ghazal
hai KHvaahishaat se chhuTnaa utar to yuu.n samjho
ki bas hisaar-e-havaa hii to to.D jaanaa hai
Saeed Afsar
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
chhuuTnaa dushvaar ho jaataa hai daam-e-ishq se
phaa.ns letaa hai galaa kuchh is tarah gesuu-e-dost
Hamid Husain Hamid
Ghazal
ai zo.af ye chhuTnaa hai mujhe qaid se bad-tar
jo taar-e-nafas hai mirii gardan me.n rasan hai