SEARCH RESULTS
Showing search results for "chii.d"
Ghazal MATCHES FOR "chii.d"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
phir ek saaya dar-o-baam par utar aayaa
dil-o-nigaah me.n phir zikr chhi.D gayaa us kaa
Jamal Ehsani
Ghazal
dil aashiqo.n ke chhid ga.e tirchhii nigaah se
mizhgaa.n kii nok-e-dushman-e-jaanii jigar hu.ii
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
chhi.D jaa.e to tabqaat kii ab ja.ng 'saliim'
kuchh bhii ho magar ham ko na zahmat dii jaa.e
Saleem Kausar
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
zikr phir guzre zamaano.n kaa vahaa.n chhi.D jaa.egaa
vaqt ke chehre se phir parde uThaa.e jaa.e.nge
Aazim Kohli
Ghazal
daastaan-e-zindagii bhii kis qadar dilchasp hai
jo azal se chhi.D gayaa hai us fasaane kii kaho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
silsila chhi.D gayaa jab 'yaas' ke afsaane kaa
sham.a gul ho ga.ii dil bujh gayaa parvaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
Shozeb Kashir
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
lab pe hai fariyaad ashko.n kii ravaanii ho chukii
ik kahaanii chhi.D rahii hai ik kahaanii ho chukii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zikr chhi.D jaa.e agar qaum kii bad-baKHtii kaa
rahnumaa.o.n kii taraf ko.ii ishaara na karo
Hafeez Merathi
Ghazal
manzil pe chhi.D ga.ii hai kuduurat kii daastaa.n
har kaarvaa.n ne gard u.Daa.ii safar ke ba.ad
Nushur Wahidi
Ghazal
jab chhi.D ga.ii hai kaakul-e-sab-ra.ng kii Gazal
aise me.n ik qasiida-e-ruKHsaar bhii sahii