SEARCH RESULTS
Showing search results for "chii.d"
Nazm MATCHES FOR "chii.d"
Nazm
zohd aur rindi
ik din jo sar-e-raah mile hazrat-e-zaahid
phir chhi.D ga.ii baato.n me.n vahii baat puraanii
Allama Iqbal
Nazm
aadhi raat
falak pe bikhre hu.e chaa.nd aur sitaaro.n kii
chamaktii u.ngliyo.n se chhi.D ke saaz fitrat ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
phir aaKHir ta.ng aa kar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama
haa.n aashnaa-e-lab ho na raaz-e-kuhan kahii.n
phir chhi.D na jaa.e qissa-e-daar-o-rasan kahii.n
Allama Iqbal
Nazm
holi
ho sake to chuum luu.ngii aaj piitam ke charan
chhiin kar aakaash kii godii se taare laa.uu.ngii
Maikash Akbarabadi
Nazm
bagula
mil rahaa ho jis tarah josh-e-baGaavat ko faraaG
ja.ng chhi.D jaane pe jaise ek leader kaa dimaaG
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dusra tajraba
shiisha badan kaa azm-e-zuleKHaa liye hu.e
phir yuu.n hu.aa ki chhi.D ga.ii yuusuf kii daastaa.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
faryaadat
dillii me.n yuu.n zabaan pe aa.ii dakan kii baat
sahraa me.n chhe.D deve ko.ii jaise chaman kii baat
Jagan Nath Azad
Nazm
jangal: ek hasht pahlu taswir
chhi.D ga.ii ho duur jaise jal-tara.ng
dau.Dtii hai sansanii aisii uma.ng
Ameeq Hanafi
Nazm
sal-e-nau ka hangama
bartaaniya kii chhi.D ga.ii hindostaa.n se jang
haalaa.nki is se jang hai saare jahaa.n se jang
Zafar Ali Khan
Nazm
kaDi dhup se pahaDon tak
gaa rahe hai.n ajiib saa naGma
chii.D ke pe.D kho.e-kho.e se