SEARCH RESULTS
Showing search results for "chust"
Ghazal MATCHES FOR "chust"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahaa.n vo log jo the har taraf se nastaaliiq
puraanii baat hu.ii chust bandishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
darvesh hai vahii jo riyaazat me.n chust ho
taarik nahii.n faqiir bhii raahat-parast hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
parvaaz me.n hai.n tiitaryaa.n shaad o chust o mast
zeb-e-badan kiye hu.e KHil.at bahaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
baa.ndhaa jo chust chust mazaamiin-e-nau ke saath
bandish se merii ta.ng bahut qaafiye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
vo ki Thukraate hai.n ma.asuum farishto.n kaa libaas
apne shaitaan se ik chust qabaa chaahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
ye tanaa.o jism kaa ba.Dhne nahii.n degaa tujhe
chust pairaahan me.n tuu apne zaraa saa jhol de
Aftab Shamsi
Ghazal
kahtaa hai kaun shaiKH jii maGrib pasand hai.n
patluun chust ke tale shalvaar dekhnaa
Bulbul Kashmiri
Ghazal
kis rashk-e-gul kii dekhii qabaa us ne tang chust
baahar jo apne jaame se laala nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
qabaa pahante jo barham hu.aa vo chust-qabaa
diyaa hai chiin-e-jabii.n ne bhii saath silvaT kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
uupar se chaaq-o-chust vo lagtaa zaruur hai
andar se vo hazii.n hai use dekhnaa nahii.n
Jagdeesh Raj Figar
Ghazal
haath gar pairahan-e-chust kaa mazmuu.n aa.e
aisaa baa.ndhuu.n tirii aa jaa.e kamar muTThii me.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
rahaa hai ishq-baazii bech vo chust
butaa.n kan naqd-e-dil kuu.n jin nii.n haaraa