SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagaa"
Ghazal MATCHES FOR "dagaa"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vo meraa dost hai saare jahaa.n ko hai ma.aluum
daGaa kare vo kisii se to sharm aa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
gar de gayaa daGaa hame.n tuufaan bhii 'qatiil'
saahil pe kashtiyo.n ko Duboyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
ho.n laakh zulm magar bad-du'aa nahii.n de.nge
zamiin maa.n hai zamii.n ko daGaa nahii.n de.nge
Rahat Indori
Ghazal
dosto.n kii kaj-adaa.ii mai.n bhii lazzat hai 'shakiil'
dost vo hai dost ban kar jo daGaa dene lage
Shakeel Badayuni
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
pur-Guruur o pur-takabbur pur-jafaa o pur-sitam
pur-fareb o pur-daGaa pur-makr o pur-fan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sanam kuucha tiraa hai aur mai.n huu.n
ye zindaan-e-daGaa hai aur mai.n huu.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
yaar se merii jo karte hai.n sifaarish aGyaar
makr hai uzr hai qaabuu hai daGaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
is daGaa-baazii ko kab tak ishq me.n sahte rahe.n
bevafaa.ii kaa bhii kuchh imkaan honaa chaahiye
Aadil Farhat
Ghazal
hai god ke paalo.n se ab KHauf-e-daGaa-baazii
ye apne hii bhaa.njo.n par bohtaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
shaayad KHudaa-na-KHaasta aa.nkhe.n daGaa kare.n
achchhaa nahii.n navishta-e-taqdiir dekhnaa