SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-baam"
Ghazal MATCHES FOR "dar-o-baam"
Ghazal
KHushii hai ye ki dar-o-baam bach ga.e ghar ke
mare hai.n log magar kaafii mere lashkar ke
Harsh Kumar Bhatnagar
Ghazal
mirii nazar ko dar-o-baam par lagaayaa hu.aa hai
chalo kisii ne mujhe kaam par lagaayaa hu.aa hai
Nadeem ahmad
Ghazal
KHvaab kii raah me.n aa.e na dar-o-baam kabhii
is musaafir ne uThaayaa nahii.n aaraam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
Tariq Butt
Ghazal
shart-e-diivaar-o-dar-o-baam uThaa dii hai to kyaa
qaid phir qaid hai zanjiir ba.Dhaa dii hai to kyaa
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Rahbar sultani
Ghazal
Aqeel Abbas Chughtai
Ghazal
utrii hai.n dar-o-baam se aksar tirii yaade.n
aatii hai.n dariicho.n se bhii chhan kar tirii yaade.n
Farzana Parveen
Ghazal
itnii vahshat hai dar-o-baam Daraate hai.n mujhe
kitnii viiraan huu.n mai.n log bataate hai.n mujhe
Tajwer Shakeel
Ghazal
rut hai aisii ki dar-o-baam na saa.e ho.nge
log palko.n pe hasii.n KHvaab sajaa.e ho.nge
Hasan Nizami
Ghazal
phaile hu.e hai.n saa.e dar-o-baam par abhii
ubhrii nahii.n hai azmat-e-nuur-e-sahar abhii
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
abhii mahal ke dar-o-baam naa-mukammal hai.n
ye kis ne KHvaab se aa kar jagaa diyaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ko.ii guzar to rahaa hai nazar churaa.e hu.e
tajalliyaat-e-dar-o-baam kaa KHudaa-haafiz
Jauhar Siddiqui
Ghazal
KHudaa nasiib kare tum ko be-gharii kaa mazaaq
hisaar-e-shuq-e-dar-o-baam se nikal jaa.o
Naz Khialvi
Ghazal
pahle to bikhar jaanaa guzargaaho.n ke hamraah
phir hasrat-e-diivaar-o-dar-o-baam me.n rahnaa
Ejaz Gul
Ghazal
jab bhii ga.e azaab-e-dar-o-baam thaa vahii
aaKHir ko kitnii der se ghar jaanaa chaahiye
Parveen Shakir
Ghazal
is ghar ke makiino.n kaa ravayya bhii to dekhuu.n
taz.iin-e-dar-o-baam me.n khoyaa hu.aa kyuu.n huu.n
Ashfaq Husain
Ghazal
is bayaabaan-e-dar-o-baam me.n kyaa rakkhaa hai
ham hii diivaane hai.n sahraa se chale aa.e hai.n
Rahi Masoom Raza
Ghazal
ab to aazaad huu.n diivaar-o-dar-o-baam se mai.n
ab havaa ko nahii.n manzuur dariicho.n me.n charaaG