SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-o-baam"
Nazm MATCHES FOR "dar-o-baam"
Nazm
ai zamistan ki hawa tez na chal
vo makaa.n jin ke dar-o-baam dar-o-baam nahii.n
vo makii.n jin ke liye ishrat-e-ayyaam nahii.n
Aslam Ansari
Nazm
sat-rangi qaus-e-quzah ke nam
jis jagah farhat-o-nuz.hat kii havaa chaltii thii
ban ke taz.iin-e-dar-o-baam sabaa chaltii thii
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
tarana-e-yaum-e-mazdur
dar-o-baam-e-jaah-o-hasham to.D Daalo
pahaa.Do.n me.n rasta banaane kaa din hai
Anwar Abbas
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tisri aankh
qatra qatra hamaaraa chamaktaa ga.e
shahr-e-mehrbaa.n ke dar-o-baam par
Hasan Abbas Raza
Nazm
naya janm
vo makaa.n jis ke dar-o-baam ka.ii saalo.n se
muntazir hai.n, ko.ii mahtaab-sifat shahzaada
Zubair Rizvi
Nazm
hijrat ki nazm
mire ghar kii har chhat Tapakne lagii thii
dar-o-baam kaa rang maddham pa.Daa thaa
Shaheen Mufti
Nazm
sarhaden
ham to aa.e the ki dekhe.nge tumhaare qarye
vo dar-o-baam ki taariiKH ke suurat-gar hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
pahli maut
raat bhar nauha-kunaa.n yaad kii biphrii mauje.n
mere KHaamosh dar o baam se Takraatii hai.n
Mahmood Ayaz
Nazm
shikast-o-fath
ravish-ravish pe daraKHshaa.n hai barq-e-KHauf-o-hiraas
jhulas rahe hai.n dar-o-baam-e-jazba-o-ehsaas
Muslim Shameem
Nazm
aaj TuTa hai bharosa mera
aur so.e hu.e zaKHmo.n ko jagaa kar mere
merii hastii ke dar-o-baam hilaa jaatii thii
Dr. Abdullah
Nazm
raat ke pichhle pahar
siskiyaa.n ban ga.ii.n jho.nko.n kii sadaa
dam-ba-KHud ho ga.e us vaqt dar-o-baam
Shakeb Jalali
Nazm
wasl ke baad
phir tasavvur ke jaziire kii fazaa hai maGmuum
phir dar-o-baam pe chhaayaa hai udaasii kaa samaa.n
Sohan Rahi
Nazm
ye shahr-e-dilli hai
na hogaa is ke dar-o-baam par zaraa bhii asar
hazaar shor machaa.o ye shahr-e-dillii hai