SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-parda"
Ghazal MATCHES FOR "dar-parda"
Ghazal
dar-parda jafaa.o.n ko agar jaan ga.e ham
tum ye na samajhnaa ki buraa maan ga.e ham
Saifuddin Saif
Ghazal
dar-parda kis davaa se jibillat badal ga.ii
bachche ba.De hu.e to zaruurat badal ga.ii
Rafeeq Anjum
Ghazal
kuchh aise zaKHm bhii dar-parda ham ne khaa.e hai.n
jo ham ne apne rafiiqo.n se bhii chhupaa.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
kuchh mire shauq ne dar-parda kahaa ho jaise
aaj tum aur hii tasviir-e-hayaa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
Ghazal
ham se milte hai.n vo dar-parda shikaayat ke evaz
chaa.nd ruu-posh ho jis tarah lataafat ke evaz
Aasi Faiqi
Ghazal
dar-parda sitam ham pe vo kar jaate hai.n kaise
gar kiije gilaa saaf mukar jaate hai.n kaise
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
dar-parda-e-tuyuur chahak bhii usii kii hai
phuulo.n ke bhes me.n ye mahak bhii usii kii hai
Zubair Ahmad Saani
Ghazal
dar-parda-e-bahaar jo vo naGma-KHvaa.n na ho
bulbul se naala gul se tabassum ayaa.n na ho
Vahshi Kanpuri
Ghazal
raaz dar-parda-e-dastaar-o-qabaa jaantii hai
kaun kis bhes me.n hai KHalq-e-KHudaa jaantii hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
dekh kar dar-parda garm-e-daaman-afshaanii mujhe
kar ga.ii vaabasta-e-tan merii uryaanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Seema Bhardwaj
Ghazal
dariicho.n ko to dekho chilmano.n ke raaz to samjho
uThe.nge parda-haa-e-baam-o-dar aahista aahista
Mustafa Zaidi
Ghazal
dushmano.n hii se dushmanii bhii milii
aur dar-parda rahbarii bhii milii
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
aah se dar-parda us ko laag hai
aa.ine kii ye kuduurat dekhnaa