SEARCH RESULTS
Showing search results for "dareg"
Ghazal MATCHES FOR "dareg"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
zulm kar zulm agar lutf dareG aataa ho
tuu taGaaful me.n kisii rang se ma.azuur nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ab harf-e-naa-sazaa me.n bhii un ko dareG hai
kyuu.n mujh ko zauq-e-lazzat-e-dushnaam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
jaan bhii chiiz hai ko.ii ki rakhe.n tum se dareG
paas itnaa bhii na ho rasm-e-vafaadaarii kaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
har-chand be-dareG bahaa KHuun-e-aarzuu
lekin hu.aa hai daaman-e-dil laala-zaar bhii
Jami Rudaulvi
Ghazal
mai.n jaan bhii dareG karuu.n to gunaahgaar
mere sivaa na aur KHariidaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kii thii jo mai.n muraqqa-e-aalam se intiKHaab
ai 'mus.hafii' dareG vo tasviir kyaa hu.ii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye ishq-e-parda-dar na chhupaayaa chhupaa dareG
siitaa hamesha mai.n lab-e-iz.haar hii rahaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
baazaar roz aa.egaa jis ghar me.n be-dareG
baazaar bhii to jaa.egii us ghar kii ko.ii chiiz
Farhat Ehsas
Ghazal
dareG chashm-e-karam se na rakh ki ai zaalim
kare hai dil ko mire terii yak nazar mahzuuz
Mah Laqa Chanda
Ghazal
aashiq ke sataane me.n dareG un ko na hogaa
maujuud hai.n lene ko jo mil jaa.e jafaa qarz
Zaheer Dehlvi
Ghazal
mai.n zindagii kii saKHaavat pe kaa.np uThtaa huu.n
ki be-dareG ye zaalim luTaa rahii hai mujhe
Noor Bijnauri
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
na Dare.n KHuld me.n jaate hu.e jo rizvaa.n se
us ke darvaaze pe ruk jaa.e.n KHabar-daar ke saath
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
jaan tak to nahii.n hai tujh se dareG
ai mai.n qurbaan kyuu.n tuu barham hai