SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilrubaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "dilrubaa.ii"
Ghazal
unhe.n kyuu.n na ho dilrubaa.ii se nafrat
ki har dil me.n vo Gam alam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
nahii.n qaraar gha.Dii bhar kisii ke pahluu me.n
ye zauq hai tire naavak ko dilrubaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
dilrubaa.ii kii adaa yuu.n na kisii ne paa.ii
mere sarkaar se pahle mire sarkaar ke ba.ad
Purnam Allahabadi
Ghazal
havas gustaaKHii-e-aa.iina takliif-e-nazar-baazii
ba-jeb-e-aarzuu pinhaa.n hai haasil dilrubaa.ii kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n aa.nkho.n me.n u.Daa lete hai.n dil
dilrubaa.ii bhii nazar kaa kaam hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
dilrubaa.ii ke jise ham ne sikhaa.e andaaz
jaan-e-mahfil hai vahii Gair ke kaashaane me.n
Khar Dehlavi
Ghazal
Zafar Kamali
Ghazal
qalb-e-'raaGib' me.n 'ajab shaan se hai jalva-fagan
dilrubaa.ii kaa hasii.n taaj-mahal yaa'nii tuu
Iftikhar Raghib
Ghazal
mai.n us ko phuul de kar KHush nahii.n huu.n
ki ye bhii dil-rubaa.ii KHud-kushii hai