SEARCH RESULTS
Showing search results for "faatah-e-aalam"
Ghazal MATCHES FOR "faatah-e-aalam"
Ghazal
tuu hai vo faatah-e-aalam ki ek duniyaa ne
shikast khaa ke saraahii hii himmate.n terii
Khursheed Rizvi
Ghazal
Sahab Qazalbash
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
Ghazal
samajh rahaa thaa farishta vo KHud ko ai 'aalam'
mai.n aa.ina na dikhaataa to aur kyaa kartaa
Aalam Nizami
Ghazal
kuchh aur masaa.il se uljhegaa abhii 'aalam'
har saahib-e-aalam pe chhaa.ii abhii mastii hai
Afroz Alam
Ghazal
KHudaa hii haamii-o-naasir hai us kaa ai 'aalam'
jo khaa ke baarhaa Thokar nahii.n sa.nbhaltaa hai
Aalam Nizami
Ghazal
ham bhii de de.nge jaan ai 'aalam'
kuchh agar un ke naam par aa.ii
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
badlaa na meraa ranj-o-alam haa.e re qismat
dil aur machal jaataa hai dil-giir ke aage
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
Maqsood Alam Khan Alam Barelvi
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
ik KHaal-e-suvaidaa me.n pahnaa.ii-e-do-aalam
phailaa ho to aisaa ho simTaa ho to aisaa ho
Ibn e Insha
Ghazal
mai.n safiiraan-e-mohabbat kii sadaa huu.n 'aalam'
mar bhii jaa.uu.n to zamaane ko sunaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo