SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-rashk"
Ghazal MATCHES FOR "fart-e-rashk"
Ghazal
ai 'rashk' ho jis se dil-e-dariyaa mutalaatum
aisaa ko.ii andaaz hii tuufaa.n me.n nahii.n hai
Sultan Rashk
Ghazal
vo jis pe rashk kare har ko.ii zamaane me.n
qalam kii shoKHi-e-tahriir chaahtaa hai dil
FaIyaz Rashk
Ghazal
rasm-e-shabbiirii davaam-e-ziist hai sultaan-'rashk'
ziist karnii hai agar to sarfaroshaana karo
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
raushnii pahle bhii hotii thii magar 'sultaan-rashk'
aaftaab-e-subah-e-aazaadii kaa manzar aur hai
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
sar-e-hastii to usii chashm-e-gurezaa.n se milaa
kyaa milaa 'rashk' sar-e-mimbar-o-mehraab mujhe
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
sultaan-'rashk' KHud se shanaasaa.ii ke liye
dekhe.nge KHvaab fursat-e-taabiir jab milii
Sultan Rashk
Ghazal
hu.ii na qadr mehr kii KHuluus raa.egaa.n gayaa
rah-e-vafaa se 'rashk' ham vafaa-talab guzar ga.e
Rashk Khaleeli
Ghazal
ai 'rashk' tuu bataa ki tirii zindagii me.n kaun
kartaa rahaa hai hal ye mu'ammaat vaqt ke
Rakesh Sood Rashk
Ghazal
kyo.n na chamke Gazal tamaam ai 'rashk'
mu.nh kaa mazmuun maah-e-anvar hai
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
ai 'rashk' vo misraa’o.n se hai qand-e-mukarrar
jis sher me.n mazmuun hai shiirii.n-dahnii kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
mujh ko salmaan kii qasam ai 'rashk'
banda-e-kam-tarii.n huu.n buu-zar kaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
asar talammuz-e-'naasiKH' kaa kyo.n na ho ai 'rashk'
tamaam tarz-e-suKHan hai bayaan se baahar
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
diin-e-ahmad se na the ai 'rashk' adyaan-e-salaf
vo zamaana aur thaa aglaa zamaana aur thaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
dekhne aate hai.n meraa tan-e-pur-daaG ai 'rashk'
log juuhii me.n tamaashaa-e-chaman karte hai.n
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
insaaf ko samjho KHizar-e-raah-e-hidaayat
ai 'rashk' ab aisaa ko.ii rahbar na milegaa