SEARCH RESULTS
Showing search results for "firdaus-e-a.alaa"
Ghazal MATCHES FOR "firdaus-e-a.alaa"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo sair-e-gulistaa.n ko 'firdaus' jo aa jaa.e
muskaan kalii chaahe raftaar-e-sabaa maa.nge
Firdaus Gayavi
Ghazal
fidaa-e-ishq huu.n marne kaa Dar nahii.n 'firdaus'
mujhe Dubone samundar to saamne aa.e
Firdaus Gayavi
Ghazal
hazaaro.n gauhar-e-naayaab mujh me.n hai.n 'firdaus'
agar talab hai to aa kar kha.ngaal de mujh ko
Firdaus Gayavi
Ghazal
labo.n pe jis ke hai 'firdaus' mohr-e-KHaamoshii
yaqiin hai ki vo ik roz raaz kholegaa
Firdaus Gayavi
Ghazal
aalaa bhii hote hai.n kabhii asfal se bahra-var
gul kyaa khile.n agar karam-e-gil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
Inam Thanvi
Ghazal
kis naam-e-mubaarak ne maza mu.nh ko diyaa hai
kyuu.n lab pe mire zamzama-e-sall-e-alaa hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
janaab-e-rahmat-e-aalam kaa faiz hai 'haafiz'
har ek sher se mazmuu.n nayaa nikaltaa hai
Hafiz Ludhiyanvi
Ghazal
mai.n jis kii zad me.n rahaa aaKHirii tasallii tak
KHuda-e-bartar-o-aalaa vo silsila kyaa thaa
Javed Nasir
Ghazal
ham ik KHayaal the firdaus-e-ham-e-KHayaalaa.n kaa
so ik KHaraabe me.n ta.amiir kar diye ga.e ham
Mahshar Badayuni
Ghazal
kabhii firdaus-e-gul-o-laala thii jo kisht-e-KHayaal
us se be-saaKHta ugte hai.n sharaar aaj kii raat
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
vaa.iz salaam le ki chalaa mai-kade ko mai.n
firdaus-e-gum-shuda kaa pataa yaad aa gayaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
vo chiiz kahte hai.n firdaus-e-gum-shuda jis ko
kabhii kabhii tirii aa.nkho.n me.n paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
pahle firdaus kii mahfil se nikaale ga.e ham
phir tirii mahfil-e-firdaus-e-qarii.n tak pahu.nche
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
firdaus-e-mai-kada hai har ik manzar-e-KHayaal
Dhaltii hu.ii sharaab kaa aalam nazar me.n dekh