SEARCH RESULTS
Showing search results for "galba"
Ghazal MATCHES FOR "galba"
Ghazal
Galba-e-ishq ne 'haatim' ko pachhaa.Daa aaKHir
zor me.n apne vo itnaa bhii to maGluub na thaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Kamal Salarpuri
Ghazal
iimaan kii daulat hai kahii.n kufr kaa Galba
sab zikr-e-KHudaa zikr-e-sanam karte rahe.nge
Meena Khan
Ghazal
Galba-e-yaas bajaa shiddat-e-hirmaa.n tasliim
mai.n samajhtaa huu.n ki marnaa nahii.n aasaa.n meraa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shaayad ye zindagii kaa hai ab aaKHirii pa.Daav
ab dil pe iztiraab kaa Galba nahii.n hai dost
Saif Irfan
Ghazal
yahii.n dekhaa ki Galba ek ko hotaa hai laakho.n par
tabii.at ek baar aa.ii nadaamat laakh baar aa.ii
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
KHud ko har samt se paanii me.n ghiraa paataa huu.n
mujh pe allaah kare pyaas kaa Galba ho jaa.e
Zafar Zaidi
Ghazal
ghuumtii hai aa.nkho.n me.n ek saa.nvlii suurat
dil pe yaad kaa Galba lab pe aah-o-zaarii hai
Kazim Rizvi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
shadiid nii.nd kaa Galba thaa kuchh pata na chalaa
ki itnii raat ga.e kaun milne aayaa thaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
zamii.n pe Galba-e-shaitaa.n falak baraa-e-malak
bashar Gariib pareshaa.n ki vo kidhar jaa.e
Arshad Kamal
Ghazal
agarche bazm-e-tarab me.n havas kaa Galba hai
mai.n aa gayaa huu.n mohabbat ke giit gaane ko
Zahid Chaudhry
Ghazal
Rahat Hasan
Ghazal
Nazish Haidari
Ghazal
har ek shai pe hai yaksaaniyat kaa Galba kyuu.n
ye imtiyaaz-e-vajuud-o-adam uThaane me.n
Rashid Taraz
Ghazal
ye samajh lo ki vo hai ilm-o-hunar kaa madfan
jab kisii shahr me.n tum Galba-e-mullaa dekho
Zahid Chaudhry
Ghazal
ye dabdaba-o-shaukat-o-tanziim-o-siyaasat
ik Galba-o-quvvat ke sivaa kuchh bhii nahii.n hai
Inam Thanvi
Ghazal
hamaarii aa.nkho.n pe Galba hai nii.nd kaa ab bhii
lage hu.e hai.n ka.ii roz se Thikaane ham