SEARCH RESULTS
Showing search results for "galba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "galba"
Ghazal
Galba-e-ishq ne 'haatim' ko pachhaa.Daa aaKHir
zor me.n apne vo itnaa bhii to maGluub na thaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Nazm
siyasi leader ke nam
tujh ko manzuur nahii.n Galba-e-zulmat lekin
tujh ko manzuur hai ye haath qalam ho jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Naat
mai.n Galba-e-aa'daa se Daraa huu.n na daruu.ngaa
ye hausla baKHshaa hai mujhe sher-e-KHudaa ne
Hasrat Mohani
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
PAGE MATCHES FOR "galba"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "galba"
Ghazal
iimaan kii daulat hai kahii.n kufr kaa Galba
sab zikr-e-KHudaa zikr-e-sanam karte rahe.nge
Meena Khan
Ghazal
Galba-e-yaas bajaa shiddat-e-hirmaa.n tasliim
mai.n samajhtaa huu.n ki marnaa nahii.n aasaa.n meraa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
shaayad ye zindagii kaa hai ab aaKHirii pa.Daav
ab dil pe iztiraab kaa Galba nahii.n hai dost
Saif Irfan
Ghazal
yahii.n dekhaa ki Galba ek ko hotaa hai laakho.n par
tabii.at ek baar aa.ii nadaamat laakh baar aa.ii
Kaifi Hyderabadi
Ghazal
KHud ko har samt se paanii me.n ghiraa paataa huu.n
mujh pe allaah kare pyaas kaa Galba ho jaa.e
Zafar Zaidi
Ghazal
ghuumtii hai aa.nkho.n me.n ek saa.nvlii suurat
dil pe yaad kaa Galba lab pe aah-o-zaarii hai
Kazim Rizvi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
shadiid nii.nd kaa Galba thaa kuchh pata na chalaa
ki itnii raat ga.e kaun milne aayaa thaa
Rashid Anwar Rashid
Nazm
tere baad
na rahaa Galba-e-saudaa-e-bayaan-e-Gaalib
'daaG' ne paa.ii dil-e-tafta me.n jaa tere baad








