SEARCH RESULTS
Showing search results for "galba"
Nazm MATCHES FOR "galba"
Nazm
siyasi leader ke nam
tujh ko manzuur nahii.n Galba-e-zulmat lekin
tujh ko manzuur hai ye haath qalam ho jaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tere baad
na rahaa Galba-e-saudaa-e-bayaan-e-Gaalib
'daaG' ne paa.ii dil-e-tafta me.n jaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
bhagwan-ram
rahbar-e-insaaniyat terii aqiidat ke tufail
ham ne Galba paa liyaa hai gardish-e-ayyaam par
Charkh Chinioti
Nazm
sarqa-o-tawarud
taqliid se aazaad nahii.n aap kaa bhii zehn
is par bhii 'haniifa'-o-'Gazaalii' kaa hai Galba
Muneer Wahidi
Nazm
kaDi dhup se pahaDon tak
raasto.n pe Dagar pe kheto.n pe
chhaa gayaa hai buKHaar kaa Galba
Paigham Aafaqi
Nazm
aashob-e-daur-e-ahan
aarzuu.e.n zer-e-daam-e-rozgaar
KHvaahisho.n par Galba-e-fikr-e-ma.aash
Akhtar Bastavi
Nazm
itna malum hai!
aur ghabraa ke kitaabo.n me.n jo lii hogii panaah
har satar me.n miraa chehra ubhar aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
ye zaKHm gulzaar ban ga.e hai.n
ye aah-e-sozaa.n ghaTaa banii hai
Ahmad Faraz
Nazm
aadmi-nama
dekhaa to aadmii hii yahaa.n misl-e-raa.ng hai
faulaad se ga.Dhaa hai so hai vo bhii aadmii